Holi Phone Safety Tips in Hindi । होली पर अपने फोन को कैसे बचाएं ? Holi पर अपने Mobile को Safe कैसे रखे ?

21

Aapne Holi ko dhum-dham se manane ki taiyari to kar li hogi,rango me sarabor hokar aapni selfie click karne ki bhi full planing kar Hi Li hogi,lekin in sabke bich kya aapne phone ko surakssa (Security ) ke liye ek bar bhi socha ya Nahi, Aaiye ab se aap Holi Me Bhi Selfie lena sikh jayenge ? Holi Phone Safety Tips in Hindi ।

Nahi na kyuki jub bhi holi aati hai,hum log 2 days pahele se hi mobile pass me lekar ghumna chhod dete hai, kya pata kab holi ke time kon-kaha se kis waqt kab rang Fek de body pe pata bhi nahi chalti, thoda sa Galti aapke phone ko damage kar sakta hai ? isliya jaruri hai iss Holi me Aap aapne phone ki suraksha/security ka liye in tips ko follow kare ।

phone Safety tips in holi

Holi Me Selfie Kaise Le ? Holi me Selfie Lene Ka Tarika । holi safety tips in hindi

1. Phone Ke Behtar Security ke Liye screen guard ka upyog kare :: holi me rang aur gulal se phone par dag-dhabbe pad sakte hai, iss liye ek sasta sa screen guard lagakar iss samay phone ko protect kar sakta hai, Kyuki Agar Aapke Phone Par Kahi Se Halka Bhi Rang Padega, To Wo Screen Guard Par Hi Lagegi Aur 30-40 rs Ka Sasta Guard aa Jayega But Hamara Phone To Safe Rakhega |

2. bluetooth ka istimal karke,Holi Me Phone Ko Bachaye :: holi me Aapke upar rangin pani se bhara gubare feka ja sakta hai, aise me bluetooth ya earphone ka istimal karna safe hoga,aksar dekha gaya ha ki bluetooth device waterproof hota  hai, isliya paani ya rang jane par bhi phone safe rahega |

holi ghar me khel rahe hai to phone ko safe rakh de aur agar bhar khel rahe hai to isse plastic bag ma dalkar earphone ka sath upyog kare Aur Har Waqt Koshis Kare Ki Phone iss Jagah Rakhe Ki Isme Pani Na aa Paye ।

होली पर अपने फोन को कैसे बचाएं ? Holi Me Apne Phone ko Bachane Ka Tarika । Holi Phone Safety Tips in Hindi

3. Rubber coating ke liya ballon ka upyog kare :: Sunne ma thoda aajib lag sakta hai lekin yah ek naya tarkib hai Apne phone ko bachane ka sabse pahle aap ek fule hue ballon le,

aab isse thoda sa dabaye lekin itna jor se na dabaye ki ballon fat hi jaye | phone ko press karta hua halke – halke gubara se hawa nikale | aisa karne par aap Dekhenge  ki thoda hi der me balloon aapke phone ka charo or lipat jayega aur aapka smartphone iss smart tarika se safe ho jayega |

iss tarika sa aapko phone me dhul,pani jane ka khatra nahi rehta aur sath hi earphone slot ya usb samait sabhi slot puri tarh se pack ho jate hai ।

4. Waterproof bag ya jip pouch Ka Use Karke Holi Me Phone Ko Safe Rakhe  :: sabse pahele mai aapko waterproof ke Bare me Bata raha hu,aapka mahnga phone jo bacha sakta hai| plastic ka yah pouch waterproof Kya hota hai ।

 aur bhaut hi kaam kimat ma bazar me upladh ha| aap kitna bhi geela kyu na hojaye yah aapka phone ko suraksit rakne ma safal hoga,isse  traha waterproof bag bhi upladh ha jo phone ko suraksa kar sakta hai|

होली में ऐसे अपने स्मार्टफोन को बनायें वाटरप्रूफ – Holi me apne phone ko waterproof kaise banaye ?

5. Jip pouch se Phone Ko kaise bachaye :: Jip pouch se bhi aap Apne smartphone ko bacha sakte  hai, jip pouch plastic ka hota hai । isliya waterproof hota ha aur bazar me kam kimat ma upladh ho jata hai ।

aap kitna hi geela kyu na होली पर अपने फोन को कैसे बचाएं,होली में ऐसे अपने स्मार्टफोन को बनायें वाटरप्रूफ,Phone Safety Tips in Holi,होली में Selfie कैसे ले |ho isse phone surakshit rahata hai,thik isse taraha waterproof bag bhi kaam karta hai, agar itna saab karne par bhi aapka phone bhig jata hai to sabse phela uski battery nikal de aur sukhne ke liye chod de, iske liye phone ko kuch der dhup me rakh sakte hai ।

6. Purana Phone ko use kare :: agar aapko phone bhingne ka dar hai aur aapka naya phone hai to aap tension mat lijiye iske jagah aap old phone ka istemal kijiye, taki aapka naya phone safe rah sake । jaise hi holi khatm ho jaye aap naya phone le lijiye ।

Holi Me Phone Safety Ke Liye Extra Tips :

  • holi me aksar logo ka hath gila hota hai, yaha dhyan rahe gile hatho se phone ko na chhue hath ko sukha ke tab phone ko chue |
  • Agar aapko sir bhinga hua ho to phone ka istemal bilkul na kare, kyuki kan ke pass phone jayega aur aapke sir me pani ho to pani pasij kar aapke phone me gir sakta hai ।
  • agar aapka phone bhing jata hai to ek purana tarika batau aap ghar me rakhe chawal (rice) ke bodi me phone ko rakh de, kam se kam se phone -14 hr tak ।
  • agar mobile phone me pani chala gaya ho to battery aur sim ko kholkar dhup me sukhne ke liye de de |
  • phone ko kabhi bhi gile hatho se istemal na kare । hath ko pahle sukhne de uske bad phone ka istemal kare ।

21 कॉमेंट्स

  1. Thank You! For sharing such a great article, It’s been a amazing article.
    It’s provide lot’s of information, I really enjoyed to read this,
    i hope, i will get these kinds of information on a regular basis from your side.

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.