Ji ha dosto phir se leke aaye hai jabardast tarika jo aapke kam aayega aap kisi ka bhi mobile me lage sim ka mobile number kaise pata kare uska tarika bataunga Ji ha aap bahut sare Sim use karte hai ya kisi other aadmi ke mobile ka number janna ho to to aap badi dubidha me fas jate hai turant aap sim card ka dabba khojne lagte ho ya kisi ko call karte ho lekin yaha dikkat ye hai aapka dibba bhi kho gaya aur aapke phone me balance bhi nahi
Ya kisi aur ka mobile number janna hai to aap uska number janne ke liye uska phone lete ho phir aap apne number par call karte ho lekin ye sahi hai but problem tab aati hai jub hum ye soche mai iska number bhi le lu aur samne wale ko pata bhi na chale uss time kya karoge kyuki aapne jo call kiya wo sidhe call history dekh sakte hai,
mana aap thoda satir ho call history delete kar diye but har ek company iske liye bhi ussd code de rakhi jisse aap kisi bhi number ka last 5 call history jan sakte hoy a uss company ko call karke bhi wo aadmi number le sakta hai
Airtel,Voda,Idea,Jio Other Ka Number Check Kaise Kare Using USSD
To inhi sub se bachne ke liye mai sabhi company ka ussd code lekar aaya hu jisse aap bahut hi aasani se kisi ka bhi mobile aur wo kon sa sim use kar raha hai ye dekho aur turant ussd code dalo bus fatafat apne mobile me uss number ko add kar lo simple ho gaya aapka kam ab aap bahut hi aasani se usse tang ya chat ya jo kahna ho aap kah aur kar sakte ho ,Aise jayadatar log yahi karte hai maine upar iske nuksan ko bata chukka hu Agar apke SIM me balance hai to
- mobile ka dialer pad open kare
- Kisi dusre mobile ka number dial kare
- Ab us number pe call kare
- Dusre mobile pe apke number se call chala jayega, Aap waha apne mobile ka number dekh sakte hai
- Lekin balance nah o aur call history se bachna hai to aage padho
किसी other या दुसरे आदमी का Mobile Number कैसे जाने
- AIRTEL । Mobile Number
*121*9#
*140*1600#
*400*2*1*10#
*140*175
*282#
*141*123#
- Voda Mobile Number
*111*2#
*555#
*555*0#
*777*0#
*131*0#
- Idea Mobile Number
*147#
*1#
*789#
*131*1#
*100#
- Jio Mobile Number
*333#
- Aircel Mobile Number
*122*131#
*888#
*1#
*234*4#
*131#
- आधार से मोबाइल नंबर को लिंक कैसे करे,3 मेथड
- कैसे जाने Aadhaar Number Bank Account से Link है या नहीं, 3 तरीका
- What Is UAN Number,How To Registration & Activation In Hindi
- BSNL Mobile Number
*1#
*99#
- anytechinfoA DOCOMO Mobile Number
*1#
*580#
*124#
VIRGIN
*1#
VIDEOCON
*1#
RELIANCE
*1#
*111#
TELENOR (UNINOR) Mobile Number
*222*4#
Bina unka mobile liye janna chahte hai unka number
Nahi Jan Sakte
Nice article bro
And gyz know much more
sorry aapka comment edit karnke mujhe link remove karna pada so please aage se link na de
Upar aur niche jo link ads hai unka size kya hai, kyo ki adsense me to yesi size nahi hai link ads ke liye. aur konsa plugin use kiya hai ads ke liye.
1. Link Add Ko Customized Kiya Hai
2. Add Insterplugin