I Am Back hello dosto kaise ho aap aaj mai bahut dino bad koi naya aur khud se article likh raha hu dusre kam me busy hone ke karan mai update rahne ke liye old post ko new date me published karta tha aur paid hi guest post milti thi to usse published karta tha to chaliye suru karte hai, aaj mai Aapko bataunga Insurance Policy Ko Aadhar Se Link kaise karte है
Dosto aaye dino Insurance Policy me bahut kuchh change ho raha jaha tak hame pata hai philhal jitna ho saka jitne bhi chize aadhar se link hone wali thi wo chuki aur ho rahi aur jitne bhi chize hai mai sabhi ko link karne ka tarika dhire dhire karke apne site par dal raha ek nazar aap niche de
Insurance Policy में नए Changes (बदलाव)
Insurance Policy me Aise to kai badlaw hue hai lekin inme se kuchh hai jinhe hame janni chahiye jo behad hi jaruri hai kyuki insurance policy wale ne saf kah diye hai aap Apne Pan crad aur aadhar card ko apne Insurance Policy se link kara Le ho sakta hai aapke pass pan card nahi ho aap form 60 se bana le but aapke pass aaj ke date me aadhar card nahi ho posible hi nahi hota to aaiye pahle hum ye jante hai kya badlaw aaye hai
- Har Ek Insurance Policy ko aadhar se link karana hoga
- Ab agar Aapko ye company payment karti hai to isse pahle aapse aadhar card aur pan card legi agar aisa nahi karte to aapki payment rok di jayegi
- Yaha sirf aadhar hi nahi pan bhi link karne ka nirdesh diya
- Aur Iss Sabhi niyam ko har hal me palan karna hoga
Offline Insurance Policy को Aadhar से Link करने का तरीका
Aage mai Aapko online bhi bataunga pahle aap offline sikh lijiye, Online process bada hai offline short hai aap apne agent se contact kare jiske Throw aapne policy liya hai ya phir aap apne policy branch me jakar aap waha se Insurance Policy ko Aadhar se link kara sakte hai mai Aapko suggest yahi karunga aap Offline hi karaye agar aapke ghar ke pass hi hai to branch jaye,
- Top 10 Best Fixed Deposit Plans in Hindi – FD में कैसे निवेश करें ?
- LIC से Online Loan कैसे ले – पूरी जानकारी लोन लेने की
- DND Kya Hai,DND Ko Activate/Deactivate Kaise Kare ?
Online Insurance Policy Ko Aadhar Se Link Karne Ka tarika
Mai yaha Aapko bata du abhi tak mai apna khud ka Insurance Policy liya nahi ek bar try bhi kiya to unhe ye laga ye aadmi ko jarurat nahi hai aur ye jo plan le raha hai iske hisab se itna kamata hoga mujhe wo suggestion dene laga nahi karne ka aur bhi bat phir socha chhodo jarurat bhi nahi to yaha mai apna nahi apne papa ka link kar raha tha to mai bata du mere papa Bhartiya Jiwan Bima Nigam Se lic policy liye hai to chalo start karte hai
- Sabse Pahle Aap Lic india Ki Website par jaye
- Ab aap waha aadhar aur pan link ke box par Click kare yellow colour ke background me likha hoga jaisa ki aap niche image me dekh rahe hai
Aage Ka step karne se pahle aap in chizo ko apne pass rakhe
- Aap apne aadhar card aur pan card aur LIC Policy Ki sabhi suchi taiyar rakhe
- Aapke sath aapka wo mobile number rakhna hoga jo aadhar aur Lic me registerd ho kyuki usme aapka otp jayega ( Note – Aapka Aadhar Me aapka mobile number resgiterd hona chahiye agar nahi hai to pahle aap kara le
- Ab aap procced Par click Kare jo sabse niche hoga
- Ab aap jaise hi procced par click karenge aapke samne form khul jayega jisme aapko apna name,policy number,Aaadhar number ,DOB etc Aap filup Karke OTP karke link kar le
To dosto Aapne Sikha Hum Kaise link karte hai agar aapka koi sawal ho ya koi sujhau ho hum apni site me kya sudhar kar sakte hai aur aapko kon sa post chahiye kya sudhar kar sakta hu plz aap apna Feedback jarur de dhanybad,
Nice
Thank you
Osm bhai
Thank you
wow nice information share with internet so nice
Thank you and keep visit