Hello Friends Mai Aaj Aapko Phir Resume Se Releted Ek aur naya post lekar Aaya hu Aise Maine Aapko isse pahle Offline Resume Kaise banaye iska tarika Bataya , Jisme maine Ek achha BioData banane ka Behtar tips bataya Jisse Aap Koi Bhi Job me Attachment kar sakte hai.
Ab mai aapko Aaj Kuchh website ke bare me bataunga Jisse Aap bhaut hi achhi design aur Ek Dum jhakash BioData Bana Sakte Hai, Na hi aapko Isme design karne ki naubat aayegi aur, Na Hi aapko jayada type bhi karna padega.
Bus Aapke samne Form ke tarah ek page khulega jisme Aapko Apne bare me Kuchh Information Dalna Hai Uske bad Aapke samne aapka BioData Taiyar hai Ab Aap apne BioData Ko Dekhe Bina Koi design kiya Aapke samne desingdar Resume bana hua hai
Online Resume Banane Ka Best 10 Tarika
- Online Slideshow कैसे बनाये ? How To Make Slideshow Online in Hindi ?
- Movie,Video की Language कैसे Change करे ?
- जाती,आय,आवासीय/निवास प्रमाण पत्र Online Apply कैसे करे ?
Cvmkr.Com review in Hindi
Cv Maker Kitna Better Point Wise se Samjhe
- Cv Maker User Ko BioData Banane se pahle Field Ke bare me puchhta hai,Yani Aap Kis Field Me job karna chahte hai, Yani Aap Apne category ke hisab se BioData Create kar sakte hai.
- Is Tool Se BioData Banana behad Aasan Hai,
- Is Tool Me badhiya Aur profesional BioData Taiyar kar sakte hai.
- Isme Aap apne Experience,Education,Qualification etc Ki Bhi Subidha Di gai hai.
- Jub Aap Sari jankari bhar dete hai, To ye bahut hi standerd tarika se BioData Taiyar karta hai.
- Isme aapko Drag Aur drap ka option diya gaya hai,Jiske madad Se Aap apne hisab Se BioData ko achhe Dhang se sajane ka mauka milta hai.
- Isme Add A Section Tab se Aage ke customize Option Ko istemal Karne ki bhi ijajat deta hai
CV Maker Ka premium Version Kitna me hoga, Aur Isme kya-Kya milta hai
- Agar Aap 16$ Kharch karte hai, To Aapko Premium Version Bhi mil sakta hai.
- CV Maker ke premium Version me Aapko Extra me template,Text Editer Aur One Click Option Tak milega, Jisse Naukari khojne wale insan Malik/Boss Ke contact me aa jaye.
2. Visualcv Create a job-ready resume in minutes
- Is Tool Se Aap Better Resume bana sakte hai.
- Isse aap Chalti hui resume Bana Sakte Hai.
- Is resume Me App Video Aur photo ko bhi add kar sakte hai.
- Kyuki aaj ke daur me online Interview bhi Bahut hote hai, Jisse Aap Apne resume Ka video bhi bhej sakte hai,
3. Resume Genius -Create your professional resume in 15 minutes :: Yah bhi Ek Achha Tool Hai,ye feel in blank Resume Builder ke alawa,Resume Genius ‘ Achha hi hai, Iske bhi Kai use hai Aaiye jante hai.
- Yah Ek free tool hai.
- Isme Aap jo bhi user Online Application Pahle se likhe Rahte hai,Iske liye Ye Job Description Bhi muhaiya Karwati hai.* Yahi nahi ye one to one service Bhi Deti hai.
- Resume Genius Naukari pesha walo ke liye Babut hi achh hai, Isme jitna ho sake Aap apne BioData Ko proffesional Bana Sakte Hai.
- Aap Resume Genius ke Site par Jayenge to aapko Iske site par BioData Banane ke Alawa Job Search ke liye kai article bhi mil jayenge |
- What is CSS,How To Learn In Hindi
- New Movies Download करने का तरीका | How To Download New Movies in Hindi
- India में Unemployment क्यू बढ़ रही ?
4. Resume.com – Easy Online BioData Builder
- Yah Bhi Free Online platform hai,
- Isme BioData Banane Ka step bahut hi aasan hai, Jayada dimag Lagane ki jarurat nani hai.
- Yah simple aur colour Interface Ka paryog karta hai.
- Isme Sabse Badi bat ye hai, BioData Banane Se Pahle aapko 24 BioData Format Me se kisi 1 (ek) ko Chun le, Ukse bad Aap Apne Sabhi Field ki jankari De.
- Isme Aap Send Ya archive Bhi kar sakte hai,
5. DoYouBuzz – Your best BioData
- Yah Bhi famous Platform hai, Sath me upyogi bhi , Isse aap Kuchh Hi minto me apne resume Ko Taiyar kar sakte hai.
- Isme BioData Public karne ki bhi Subidha hai.
- DoYouBuzz platform Ek Bilt-In Seo Fetures Bhi uplabdh karata hai, Jiski madada Se Resume ko Google search me bhi achhi rating milti hai.
- Jin user Ka account LinkedIn Par Hoga, Usnke dawara banai gai Resume Facebook ya Dusre Online platform Ke Sath Share Karne ka option deti hai.
6. Slashcv
- SlashCV bhi Bahut hi aasan tarika Se use karne wala tool hai,
- Is online tool me sirf aapko apne bare me ek form ko filap karna hai, Uske bad Aapke samne khud ka resume Taiyar hai,
सर आपने अच्छे से समजाय है. पढ़के अच्छा लगा.
thank you ।
Aapne Bhut Accha Jaankari Share Kiya Hai
thank you and keep visit bro
Sir main. Aapna blog jab bhi open karta hu toh wo https ke sath nahi khulta hai https laga ke kholta hu tab khulta hai kya karu ki direct https ke sath khule please help me
aapki site sahi open ho rahi hai koi problem nahi hai , aa ek bar dusre ke phone ya laptop me open karke dekho maine open kiya koi problem nahi hai
Sir maine wo toh plugin laga ke rakha hai isiliye open ho rahi hai main chahta hu without plugin se….kaise open ho.
Nahi Aapko Ek Plugin Rakhna Hi Hoga.. Mai Bhi Ssl Fixable Plugin Lagakar Rakha Hu.