Apko To Ye Bat Pata hi Hai Government Ne announce kar diya hai Jiska Pan Card Bank Account Se link nahi hai Wo Apna pan card Bank Account Se link karwaye Aise Me Bahut Sare Logo Ne Karwaya Aur Avi Bhi Bahut Jayada customer Bache Hue hai Jo Apne Pan card Ko bank Se Link Nahi karwaye hai, Aaj Hum Usi par Ye Article Likh Rahe hai Jisme Hum Janenge Ofline/Online Pan Card Bank Se link Kaise Kare ?
Bank Account Me Pan Card Link Karna Kyu Jaruri Hai,
Aapke man Me Bhi Ye Sawal aata hai, To Aaiye Hum Aapko Short Me batate hai,
- Agar Aap 50,000 Se jayada Paisa Transaction Karte hai To ye hona Compulsory Hai,
- Fix-Deposit: Ji Ha agar Aap Fix Deposit bank me karte hai To Usme Bhi Dena Jaruri hai Fix Deposit Me Pan Card Isliye Di jati hai, Ki Aapko Income Tax Na Dena pade,
- Sabse Badi Bat Hai, Agar Aap Internet Banking Use karte hai To Internet Banking Me Aisi Kai Service Hai, Jiska Fayada aap Bina Pan Card add kiye Nahi Le Sakte hai,
- Agar Aap Bank Me 50,000 Se jayada Deposit Karte hai To Bhi aapko Dena Jaruri Nhai To 50,000 Hi Jama kar Sakte Kyuki Jub Mere Pass Bhi nahi tha To Mai Bhi 49-49000 Karke Bank Me Paisa Jama karta tha,
- Bahut Sare Logo Ka Sochna Hai, Hum Income Tax Ke Daire Me Aayenge, Tabhi Pan Card Banayenge Mai Bata Du Unka Sochna Bilkul Galat hai Agar Aap Kuchh Nahi Bhi Karte hai Tab Par Bhi aapko Banwana padega,
- Sabhi Aadmi Ko Yah Rakhna Chahiye, Kyuki Iska Kab Kam Lag Jaye Ye batana Muskil hai, Agar Aap Achanak Koi Busnissness Start Karte hai,
- Bahut Sare Log Sochte Hai Hum Kon Sa Job karte hai, Ya Job Bhi Karte Hai To Full Time Nahi , Aisa Koi Jaruri nahi hai, Aap agar Part Time Job Bhi Karte Hai,Tab par Bhi Aapko Yah Banana Jaruri hai,
Offline Bank Account Se Pan Card Link Kaise Kare ?
Iske Liye Koi Aisi Option Nahi Hai, Jisse Aap kahi Bhi Jakar Pan Card Link Kar sakte Hai iske liye aapko bank Ke Home Branch Me Jana hi Padega Jaha se aapne Account Khulwaya hai, Ek Bat Ka Yaha Dhayan Rakhe Mai Yaha Jo bhi Tarika Bataunga Wo State Bank Of India Ka hoga Kyuki Mera account SBI Me hai Aur Maine SBI Me Kaise Link Kiya Wo Process Bata raha hu,
Ab Aap Ye Nahi Soche Baki Ke Bank Me Ye kaise kare Aisi Bat Nahi Something Sabhi Bank Ka Process 1 Hi hota hai Tarika Change Ho Sakti Hai Track Ek Hi Hai To Aaiye hum Is Article ki Aham bat par aate hai,
- Sabse pahle Aap Bank Account Me jaye (Note- Bank Account Me Jane Se pahle Aaap Apna Pan Card Ka Xerox Copy Aur Passport Size photo Jarur Le, Kyuki Iske Bina Aapke Account Me Link Nahi Ho Sakta)
- Uske Bad Aap Bank Me Jaye Aur Jaha se Aap Deposit Bagairah ka Form lete hai, Aap waha Jakar . KYC Form Le Le Yah Form Aap Internet Se online Download Bhi kar Sakte Agar bank me Available Nahi Ho tab Agar bank me Available Ho To Aap Bank Se hi le le Aur us Form Ko Aap Fill-Up kar Le,
Q. KYC Form Me Kya Fill-Up karna hai ?
Bus Kuchh nahi isme Aap Pan number Add karna hai Aur Bhi Baki Ke Details Dalna hai, Like Name , Account Number, Address Etc ,Jub Aap Complete Form Ko Fill-Up kar De To Uske bad Usme aap uska Xerox Copy Attech Kar De, Uske Bad usse Bank Me Submit kar De.
- Bus Aapka Kam Ho gaya 1 Week Ke Under KYC (know your customer) Details Update Kar Di Jayegi Uske Bad Aapke Account Me Aapka Card add Ho jayega,
Ab Aapko Maine Upar Offline Pan Card Yani Bank Account Me jakar Aapne Pan Card Bananae Ke Bare Me Jana Isme Aapne Ye Dekha Aapka Kitna time Waste Hua , Bahut Jayada Agar Hum 10 Minute Me Link kar De to Ji Ha wo Bhi Ghar Baithe Aapko kahi Jana nahi Online Kar Sakte Hai,To Aaiye Hum Jante hai |
- Pan Card Active Status कैसे जाने ?
- Pan Card Correction कैसे करे ? Using Aadhar
- Aadhaar Card से Pan Card link कैसे करे,2 तरीका ?
Online Bank Account Me Pan Card Link kaise kare?
Yaha Mai Aapko State Bank Account Ke Bare Me bata raha hu Kyuki Maine Upar Bata rakha hai Mera Bhi bank Account SBI Me hi hai Iske liye Aapke Pass Internet Banking Rahna jaruri hai, Tabhi Aap Ghar Baithe Pan Card Bank Se Link kar sakte hai,
Step 1Sabse pahle Aap State Bank Ke Website Ko Open kare , Visit For https://www.onlinesbi.com
Step 2Ab Aap Net Banking Me Login kare, Note Yaha Mai Sbi Ka bata Raha hu, Baki Bank Ke Tarika 1 Hi Hoga, But options Kuchh Change Honge Ab Aap Apna User Id And Password Se Net banking me login kare.
Step 3
Login karne Ke Bad Aap
- My Account Par Tab Kare,
- View Notification And pan Details par Click kare,
Ab Aap Yaha Yani next Screen par Bank Account details Dekh Sakte Hai,Agar Aapne Isse pahle Add Kiya hoga To Wo Show Hoga,Aap jab bhi kisi bhi bank me apna account open kare to sath me aap isse bhi jaroor submit kare taki aapke account ke sath PAN CARD details bhi bank ke paas rahe.
Waise aap as a ID proof bhi ke rup me bhi submit kar sakte hain. Agar Aadhar card ya kisi other ID proof se account open karne ja rahe hain to bhi PAN CARD ki copy jaroor attach kare, PAN CARD apne Bank account se Link karne ke kayi benefit hain aur jaroori bhi hai |
Nice information
Hello Ravi
aapne jo ads apni site me lgaye hai wo kis size hai
500*300