Aaj mai Aapko UAN ke bare me Bataunga jaise यूनिवर्सल अकाउंट नंबर क्या है,यूनिवर्सल अकाउंट-UAN का महत्व, यूनिवर्सल अकाउंट नंबर की विशेषताएं , UAN Registration & Activation Kaise Kare , Job/Naukari Change/Badalne Par Universal Account Number Same rahti hai ya ye Bhi Change Hoti hai ?
Isse pahl mai aapko bata du UAN ka full name( Universal Account Number) Mai aapko bata du EPFO ne sabhi active member ko Universal Account Number diya hai aur naye Empoly ko PF account ke sath UAN number bhi diya ja raha hai
UAN Universal Account Number क्या है ?
Yah ek Unique Identy Number hai Aur yah number har ek aadmi ke liye same nahi hota hai yani har ek employ ka alag-alag hota hai , iski sahayata se Employ Apne Pf account Ki sari jankari ek jagah Prapt kar sakta hai
जॉब या नौकरी बदलने पर क्या UAN Number भी बदलती है ?
Akasar Employ ke man me ye daubt rahta hai aur jo log iske bare me achhe se nahi jante unhe bhi lagta hai pahle jaha job kar rahe agar hum ab dusri jagah job kar rahe ab hame Universal Account Number change karna padega To mai Aapko bata du Aapka PF account Number change ho sakta hai lekin Universal Account Number aapka kabhi change nahi hoga |
यूनिवर्सल अकाउंट-UAN का महत्व – Importance of Universal Account Number in hindi
UAN number har ek employ ke liye jaruri ho gaya hai yah sabhi PF account ko ek jagah lane ka kam karti hai isse employ ko ek bada fayada hota hai iski sahayata se ek jagah Se apne PF account ki sare kam kar leta hai agar aap Universal Account Number le chuke hai uske bad agar aap apni purani naukari badal kar naye naukari lete hai to waha apace Universal Account Number dikhana hoga, Universal Account Number ka maim kam Employ ka KYC Jankari jama karna hota hai |
UAN का Features क्या है, Universal Account Number features In Hindi (यूनिवर्सल अकाउंट नंबर की विशेषताएं )
- EK employ ko Puri life me ek Hi Universal Account Number Milti hai
- Universal Account Number ek tarah se Identy Ban jati hai
- Universal Account Number ki madad Se kabhi bhi apna PF passbook Dekh sakte hai aur usse Download kar sakte hai
- Agar Koi Employ Apne PF account se kisi tarah ka Loan lena chahta hai to isme Universal Account Number kafi madad karti hai
EPFO Portal : UAN Registration & Activation कैसे करे ?
- Sabse pahle aap Unifiedportal Ki website Par jaye
- Agar aap pahle se UAN number Universal Account Number member Login se activate kara liya hai to login kare nahi to Activate UAN par Click kare
- Yaha UAN Number dale Agar AAP Universal Account Number nahi jante hai To
- Entre member ID par Click kare
- State select karke Office select kare
- Enter Aadhaar Number
- Enter Pan Number
- Enter Name
- Enter DOB
- Enter Mobile Number
- Enter Captcha
- Click Here Get Authorization Pin
- Ab aapke Mobile par Ek OTP Aaya hoga Usse yaha Entre kare
- Ab aap Validate OTP and Activate UAN Par click kare Ab aapke pass Sucessfully ka Message aa gaya Aapko ab kya karna hai
Ab Aapko UAN number mil gaya ab aapna Apna UAN number aur mobile par aaya password se Login kare ab aap yaha se Jo karna hai aap kare agar Koi Problem aati hai To aap hame sidhe Niche Comment Box me bataye |
Q . UAN Password भूल जाने पर क्या करे ? Recover कैसे करे ?
- Aap iske Official Website par jakar apsword Forgot kar le
- Aap apne service Provider se purana UAN le sakte hai
- Agar aap kam me busy hai ye sub nahi kar sakte hai UAN Website ke help Desk ke option ko chune ab aap yaha apna apna jaruri Details Bhar de mai suggest karunga aap apna PF account use kare better rahega , ye sub karne ke kuchh Din bad Universal Account Number ke taraf se Reply aa jayega
To Dosto Maine isse Releted Ek aur post Likha PF Balance Kaise Check kare Aap uss post ko jarur padhe agar aapke mind me kahi se koi sawal aata hai to aap hame Comment me jarur bataye |
Bhai ye digital ocean pe SSL kaise install kare? Jo hamesha update hota rahe
lets encrypt ka hai ye,