What Is Admob In Hindi – Yah Ek Update Post Hai,Jisse Maine July 2016 Me Published Kiya Tha,Aaj Mai Isse Update Kar Raha hu,Jisme Maine Kai Aur Interesting Jankari Dali Hai So Aap Pure Article Ko Achhe Se Read Kare ।
To Aaj Hum Log Google Ke hi Den Admod Ke bare me Janenge, Aakhir Ye kya hai, Hame pata Hai Ye Aap Soch rahe honge ye Kya hai, Iske bare me agar pure achhe se janana ho to aap App Doveloper se jakar mil sakte hai ।
Aise Mai aapko Yahi puri jankari de dunga, Developer se Milne Isliye bola gaya Kyuki Uske kam ye bahut jayada Aata hai, Admob Ko 10th April 2006 Banaya gaya tha, bad me Google ne isse 2009 me kharid liya Aur Avi tak ye Google ke pass hi Hai । Addmob bhi ek Advertising Company hai, Jaise Aapne Adsense Ke bare Me jante hai, Bus ye Kuchh hatke hai ।
Type Subsidiary of Google Admob
Industry Mobile advertising
Founded April 10, 2006; 10 years ago
Headquarters Mountain View,
California , U.S.
Parent Google
Website– www.google.com/admob/
Aaplog Ke Man Me aksar Ye Sawal aate Honge Admob क्या है ये कैसे काम करता है और Admob से पैसे कैसे कमाये जाते है,Admob से पैसे कैसे कमाये जाते है ?,Admob से आप ज़्यादा पैसे कैसे कमा सकते है ,AdMob के बारे में कुछ इंटरेस्टिंग बाते,
Admob Kya hai ? Admob किस लिए है और किस कम में आता है ?
Hum Android mobile application me Ads lagakar paisa kamane ka kam karte hai, ab Aapke man me sawal aa raha hoga, Google Ne Admob Ko kyu banaya Simple Google ne mobile application Ko badhawa dene ke liye,
Maine aapko Upar bataya tha,Google ne isse 2009 me mobile advertising network ko badhawa dene ke liye isse karida hai, Iski madad se developer Android, IOS, WebOS, flash lite, Windows phone, Etc Platform par Aap apni App Ko Duniya ke samne rakh sako ।
Jub Google ne isse kharida tab isse Kharid kar Jayada focus me nahi tha, Company 2013 me ispar serious ho gai, Maine aapko bataya hai,Ye Adsense Ki tarah Yani Usi ki basic par Ye Nirman Kiya Gaya hai Aur iska yahi karan Admob Mobile Me Bilkul Adsense Ki tarah kam karta hai,
Mai aaplog Ko is post ke madhayam Se sirf aapko Admob ke bare me hi nahi bata raha hu, Mai Admob Ko badhaba dene ka bhi kam kar raha hu, Mai Aapse puchhunga kya aap Admob ka istemal kar sakte hai ।
Agar yes to mai aapko Admob ko badhava dene ke liye 2 tarika bataunga, Maine Upar Adsense Ke Bare Me Bhi Bataya Hai,To Aaiye Sabse pahle mai Ek Bat Se Confirm Ho Leta Hu ।
- मोबाइल से पैसे कैसे कमाए 5 तरीका
- पेटीएम से Contact करने का 7 तरीका – How To Contact Paytm in Hindi
- Facebook Creator पर Video डालकर पैसे कैसे कमाए ?
Google Adsense और Admob में क्या Difference/अंतर है ? Difference Between Google Adsense And Google Admob in Hindi
Simple Hai Aap YouTuber Ya Blogger Ho To Aap Google Ke Advertising Ke Throw Paisa Kamana Chahate hai, Jaise Aap Google Adsense Ko YouTube Video Ko Monetized Karte Ho, Jaise Kisi Website Ya YouTube Ke Liye Aap Adsense Ko Approved Karwate Ho
Usi Tarah Jub Aap Apne Website Ka Android App Banate Ho To Uss App Me Aap Addmob Ka Ads Dikhakar Paise Kama Sakte Ho, Jaise hi Adsense Ke Aane Se blogger ko Badhotari Hui Hai, Usi Tarah Google Ne app Developer Ko Badhawa Dene Ke Liye Admob Ads Service Diya hai ।
Admob पर अपने Apps का Ads देकर Application को अधिक download करवाए |
Ji Ha Admob ki madad se Aap apni app ka advertising bhi kar Sakte hai, Kyuki Isme Jitne bhi ads Dikhaye jate Hai hamare- Aapke Jaise hi Ads Dikhane ke liye Admob Ko Paise deti hai, Aap Chahe to aap Google Adsense se bhi advertising karwa sakte hai, Kyuki Dono ka kam Same hai Ads Show karna ।
App खरीद और बेचकर पैसा कैसे कमाए ?
Ji ha agar Aap ek achhe developer hai, Agar Aap Ke pass talent hai, To Naye naye Application Banaye aur usse bechkar Aap achhe Paise kama sakte hai, Iske liye bhi Aap advertising se apne app ke bare me batayenge ।
Uske bad jo bhi aadmi Is Advertisement Ko dekhenge wo aapse contact karenge, Agar wo Aapke app Ko kharidte hai To aapko Iske badle achhe Paise mil jayenge, Jaise Aapne Google Adsense Ke bare Me suna hai,Wo Pahle 2 Type Ki ads creat Karti Thi, Ab To Kai type ke Ads Aa gaye Hai, Phir Bhi Wo 2 Type Ke Ads Sabhi Ads Se Jayada Important Hai, same Admob bhi 2 Type Ki ads deta hai But Thoda Difficult hai ।
AdMob Ad Unit Kya Hai iski Puri Jankari ? What is Admob ad Unit in Hindi
- Tax :- Isme Aapko Sirf Likhe Hue words Milenge ।
- Image : Is Ads Me Image Bhi Show Hoti Hai ।
Ab Mai aapko Text Ads Aur image ads ke bare me puri jankari deta, Text Ads Kis Size me hona Chahiye, Text Ads Ka Heading 1, Heading 2, Heading 3 Ityadi kaisa rakhe, Image ads me Kis type ki image support karti hai,Iska size kya hona Chahiye,Mai Iske bare me puri details Bata raha hu.Aaiye Sabse Pahle mai Text Ads ke bare me hi Jan leta hu ।
- Destination URL (you should include the link to your app here)
- Headline (maximum length of 25 characters)
- Ad text line 1 (maximum length of 35 characters)
- Ad text line 2 (maximum length of 35 characters)
Aap Isse jayada Jankari ke liye Aap Google Addmob ke Page par Jaye, Jane ke liye Yaha click kare, Ab Mai bat karunga Image ads ki Iske bare me Post Lambi hogi, Aap padhne se Pahle pani pi le, Kyuki Isme aapko kafi Kuchh sikhne ko milega, Sabse pahle sawal me man me Aata hai ।
- Google Trends क्या है ? Trending Topic Find कैसे करे ?
- मैंने कैसे कमाया 10 दिनों में 4 Lakh रूपये
- Raksha bandhan Business Ideas in Hindi
Q. Admob Image Ads Kis Size Ka Aur Kis Type Ki Honi Chahiye ।
Ha Image Ads Ka size Janna bahut jaruri hai, Aise aapko ye article padhne me maza nahi aa raha hoga, Kyuki Iske bare me Aapne kahi padha hi nahi hoga ।
Addmob Image Ads me 3 Type Ki pic ko support karta hai,
….JPG
…..PNG
…….GIF
Aur Ye sabhi file ki size 150 KB honi chahiye, Ya Aap Isse chhota Yani bada nahi honi chahiye.Image sizes:
- 320 x 50: Mobile leaderboard (HD)480 x 32: Mobile banner (landscape) (HD)
- 468 x 60: Banner (HD)
- 728 x 90: Leaderboard (HD)
- 300 x 250: Inline rectangle (HD)
- 320 x 480: Smartphone interstitial (portrait)
- 480 x 320: Smartphone interstitial (landscape)
- 768 x 1024: Tablet interstitial (portrait)
- 1024 x 768: Tablet interstitial (landscape)
Ab Hum Janenge Ads kaise banate hai,Bus Jaise Aap Google Adsense me Adsense Account ko login karte ho,Usi tarah Admob ke account me bhi Aap login karke Ads Bana Sakte Hai , Agar mai iske bare me Aapko Bataunga to ye post lafi Lambi ho jayegi,ham details me dusri post likhenge | to dosto aapko ye post kaisa laga aap hame comment me bataye agar badhiya laga ho to aap isse social media par share jarur kare dhanybad |
Nice article. Keep it up. Thanks for the explain in detail.
welcome and keep visit