Q.Airtel Payment Bank Kya Hai? What Is airtel Payment Bank In Hindi ?
Ye Ek Aisa bank Hai Jo Other Bank se Bilkul Alag hai Jaise ye bank Saving Deposit Accept karta hai Taki Aap Transjuction me inka use kar sake Ye bank aapko Lone nahi deti hai Ye aapko Fix Deposit account nahi Kholti hai Airtel Payment Bank Government Bonds Me Nivesh kar skate hai Isme Aap 1 Lakh Rupe Se jayada Jama nahi kar skte hai,
Yani Rupe Jama Karne Maximum Limit 1 Lakh Rupees,Sabse Badi Bat Aap agar In Banko me Paisa Jama rakhte hai To Aapko Achhe Return mil sakta hai, Aise To Ye bank Ek Wallet Ki Jaisa hai Phir Bhi Ye debit card Aur Check Book Ki subidha Customer Ko Deti hai. Ab Ham Ye jante hai.
Q. Airtel Payment Ke Fayde,Benefit Of airtel Payment Bank In Hindi ? फायदे क्या है एयरटेल पेमेंट बैंक के
- Isme paise deposit karne wale ko 7.25% bayaj milega
- aap isme jitne bhi paise add karoge utne free calling aapko milegi
- aapko dusre banko ki tarah line me lagne ki jarurat nahi padegi
- aap isme kisi bhi madhyam se paise add kar sakte hai jaise airtel money,my airtel app uske bad aap apne iss account se mobile reacharge , DTH Bill Pay ETc work kar sakte hai
- Isme aap QR Code ke madhyam se bhi money(paise) send kar sakte hai
Q.Airtel Payment Bank Me Account Kaise Khulega ? कैसे खोले एयरटेल पेमेंट बैंक में अपना अकाउंट ?
Is bank me account Khulwana bahut hi aasan kam hai, Bas Aaapko Simple step flow karne Honge, Aur Aasani Se Aap Is bank ka customer ban sakte hai, Ha Ek bat Ka Dhayan rahe Isme Aap 1 Lakh Se jayada Paisa Jama nahi kar sakte hai,To Aage Ka Point padhte rahe Aur Aapko Jo Jankari Achhi lagi Important Point Ko note kar le.
Q. Airtel Payment Bank Me Account Ke Liye Kon-Kon Sa Document Ki jarurat Padti hai ?
Iske Koi Khas Document Ki jarurat nahi hai Aise Avi To 90% Aadmi ke pass Pm Narendra Modi Ki Yojna Ke Tahat bahut sare aadmi ka Aadhar card to ban hi gaya hai To Agar Aapke pass Aadhar Card hai Hi To Dusre Document Ki jarurat nahi hai Aisi Aap iske alawa account kholne ke liye Aap Koi Bhi government Id proof de sakte hai, Jaise pan card,Driving Licence Etc
- How to Take Loan in Vodafone,Airtel,Idea in Hindi
- Airtel SIM USSD Code List 2020
- Top 10 Mobile Banking Security/Safety Tips In Hindi
Q.Airtel Payment Bank Me Debit Card/Credit Card Ka Subidha Hai ? क्या एयरटेल पेमेंट बैंक में डेबिट/एटीएम कार्ड भी मिलेगा ?
Aise Abhi Start Time Me To Airtel Ne Aisi Koi Subidha nahi Di hai, Aise Start Time me Degi bhi nahi Kyuki inka Maksad Other bank se hatke hai, But Aap Airtel Retail Out late Par Cash Jama ya Phir Aap nikal sakte hai, Ek Aur bat ye out late Banking Point Ki tarah kam karat hai, Actually Airtel Payment Bank Ek Paperless Bank hai . Jisse Ham Apne smartphone se Manage kar sakte hai.
Q.Airtel Payment Bank Account Ko Mobile Se manage Kar Sakte Hai ?
Ji Iske Liye mai aapko Kuchh application bata de raha hu Airtel Money App, USSD Ya IBR system Ke Jariye Aap Mobile Phone Se apna balance Jan Skte hai.
Q. Airtel Payment Bank Me Paisa Transfer Karne ka method Kya Hai?
Ye bhi bahut Hi Aasan hai, Bas Aapne isse pahle Apne mobile Me Ye App Download kiya hi hoga ,Jaise Airtel Money Ya USSD Ke Jariye Apne mobile. E *400# Dial karke Aap Money Transfer Karne ki subidha Prapt kar sakte hai. Aise agar aap Ek Airtel number se Dusre Airtel number Se bank Me Paisa bhejte hai To Aapse Koi charge nahi liya jayega.
Aise Niyam Ke anusar Airtel Bank bhi ATM Card Ya Debit Card jari kar sakta hai, Lekin Isne aisa nahi kiya hai,Iske liye Aapko Airtel out late me hi Jana hoga. HI sakata hai avi Inke pass budget na ho.
Q.Airtel Payment Bank me account kholne ke liye airtel Customer Hona jaruri hai?
Ab itna sab Janne ke bad Ye To Sawal Aapke man me Paida hona lazmi hai, Kyuki Airtel Payment Bank Account Hai To jaruri hai Airtel Ka customer Aapko hona Hi Hai, Lekin Aisi bat nahi hai Aap Airtel Customer nahi bhi hai to aap Iske customer ban sakte hai. Aur Aap apni account Isme Khol sakte hai.
Q. Airtel Payment Bank Ka Account Number Kaisa Hoga
Ans. Simple Aapko Mai Bata Du Airtel Payment Bank Wale Ne Bahut Hi Aasani Se AccountNumber Dhundhne Ka Tarika Aazmaya Hai Aapka Mobile Number hi Bank Account Number Hoga
Q.Airte payment bank Ka Maksad/Target kya hai?
Avi To Kya target hai Koi khas Jankari nahi hai, Lekin Bahut Kuchh Ho Sakta Hai,Avi Present Time Me Airtel Ne 10,000 Outlate Kholne Ki Yojna Banai hai, Airtel Ne Rajasthan me 10,000 Khudra Outlate Ke madhyam se Apni Banking Service degi. Rajasthan me Apne murchet network ko badhkar Year Ke last tak me 1 Lakh karne ki Yojna hai.
Q.Airtel Payment Bank Me Account Kholne Ke Bad Free Taltime Kaise Paye?
Airtel Ne Achha Khasa Offer bhi Diya hai, Apne Users ke liye Agar Aap is bank me account Khulwane ke bad jitna Balance dalwate hai, Utne minut Aapko Bat Karne ke liye diya jayega, Jaise Aap Agar 2000 Rupe Dalte hai to Aapko 2000 Minut milenge,
- Ek bat ka Dhyaan Rahe Ye free minut Aapko Pahli bar paisa Jama Karne Par Hi Milegi Chahe Aap Pahli bar kitna bhi Rupe Jama kare |
Kya Airtel app se paise earn k liye debit cradit card jarurt ah kya
yes
Bhout hi gathia h mat use kro
q kya hua
Sir mane Airtel payment bank wallet me paise add kiye lekin ab un paiso se na recharge ho rha h na hi transfer ho rhe h kya kru
Aisa kyu kya error bata raha hai… Transfer karte waqt