Hello friends mai lagatar aapke liye daily kuchh na kuchh lata rahta hu aaj ke topic me mai bataunga google aap par nazar kaise rakh raha wo hum kaise jane ? aur ye aap google my activity se jan sakte hai,
aaj ke jamane Me sayad hi koi aisa hoga jo google ko nahi janta ho mostly jitne bhi internet user hai sabhi google ko jante hai aur day per day ye aage hi ja rahe hai iski ek aur wajah hai iska month me koi na koi naya feature aate hi rahta hai aaj aap android,Gmail,drive,google Maps ,youtube jaise famous option agar hamare Bich hai ye sabhi google ke karan hi
Aaj jo mai bataunga wo kafi intresting hai Aapne kab Youtube Video dekha kya dekha kya search kiya google map me kon si jagah ko dekha Google me kab kya serch kiya kon si website open kiya Kitne videos aur kya dekha etc,
sabhi ke bare me hum jan sakte hai Gooogle My Activty tool ke madhayam se Aaiye iske 10 se bhi jayada Feature ke bare me iss post me bataunga kaise kya karna hai aap iss article ko dhayn se aur pure padhe
Google My Activity से Internet History कैसे जाने किसी का भी ?
Sabse Pahle aap myactivity.google.com Page par jaye Yaha jane ke bad login kare uske bad aap yaha dekh sakte hai aap apne activity ke bare me
Yaha par aap ek sath dekh sakte hai aap apne pure activity Ko Google ne aapke bare me kya jama karke rakha hai Search map youtube etc sabhi kuchh mai Aapko bata du Agar aap isse Computer me open kiye to iska Matlab ye nahi ye sirf aur sirf aapke Computer ki history batayega nahi mere bhai aapka account Jisse bhi connect Hoga uski sabhi information hogi agar android me yahi to yaha uska Bhi Information show hogi
- Aap yaha apni Histroy Date wise karke dekh sakte hai
- Agar aap koi khas Product ka dekhna Chahte hai ajise Play ,Music , book ko filter kar Dekh sakte hai
- Sabse jayada Khusi ki bat ye hai Ki isse hum Delete bhi kar sakte hai
1 . Google My Activity से अपना History कैसे Delete करे ?
Yadi aap Chahte ho mai kisi ek item ko delete karu to
- Aap left side Me item View par click kare
- Yaha Aapko alag alag item dikh raha hai
- Ab Jo bhi item delete karna hai to ke 3 Dot menu par click kare
- Uske bad delete ko select kare
2 . Individual Services My Activity Delete कैसे करे ?
Isme ek tarah Searvice ka ek Group banaya jata hai
- Left side se Bundle View par Click kare
- Isi Group ke Top-left Ke 3 Dot menu par click kare uske bad delete button par click kare
3 . Delete My Activity Using Search & Filters in Hindi
Yaha aap kisi activity ki search history ko date filter apply karke delete kar sakte hai isme aap kai service ki history ko delete kar sakte hai jaise Ads , Android ,Chrome Aap Upar left side me 3 dot par click kare uske bad “delete activity by “ par click kare agar Aapko kisi ek Ko delete karna hai jaise Youtube Ka sirf delete karna hai
- “Delete by date “ se “All time” Select kare
- Yaha “Youtube “ select kare
- Ab niche Delete button par Click kare
4 . एक साथ google search से सभी history Delete कैसे करे ?
Agar aap chahte ho google search se apni sabhi History delete kar de simple hai ye bhi bahut aasani se kar sakte hai
- Upar ke left side me 3 dot par click kare
- Uske bad “Delete Activity by” par click kare
- Ab aap “delete By date” Se “All time “ Select kare
- Ab “all product” ko select kare
- Ab niche delete button par click kare
5 . Google par saving activity par control kaise kare
Agar aap chahte hai Hum jo chahe Google par wahi save ho aur kya save nahi ho to aap aisa kar sakte ho ya phir aap ye chah rahe Google hamari koi bhi topic ko save na kare To isse off bhi kar sakte hai
Google हमारी Search history को Save ना करे, इसके लिए क्या करना चाहिए ?
- Upar ke left side me 3 dot menu par click kare
- “ activitry” control par click kare
- Ab aapke samne ek page khul jayega ab aap chahte ho jo bhi activity ko google save na kare isse off kar de
- Confirm karne ke liye pause par click kar de ,
To friends ab aapne ye achhi tarah se jan gaya kab kya stop kare ispar ab aapka Control hai so Aapko iss post me kahi koi problem hoti hai to aap hame comment me bataye aur iss post ko social media par share karna na bhule ?
Sir koi apni activity paused kr deta h to dusra kaise dekhega activity koi tarika h kya history dekhne ka
nahi aisa nahi hota hai
hello sir , bhut accha post share kiya .
Dhanybad Isi Tarah Hamare Sath Jude Rahiye
Thank you keep visit