EPF Balance Check कैसे करे, 3 Way ?

10

Aaj hum Aapko kuchh hatke bata rahe hai jo job karne wale ke future me jayada kam ayega aur jo log job kar rahe hai unke liye to unke retirements Me maine kai logo ke muh se suna hai EPF balance check karne ke  liye EPFO Best Option hai , Ye bat Bhi Sahi Hai But , 

Sabse badi bat hai kuchh days se EPFO ki site work nahi kar rahi hai to sabhi logo ka problem aa gaya aakhir hum EPF Balance Check kare, To Aaiye hum Aapko yaha kai tarike batayenge jisse aap Bina EPFO ke ePf balance check kaise kare.sakte hai Aage mai Aapko kai bate bataunga bus thodi-thodi kyuki yaha hamara topic sirf balance check karne par Hai , to aaiye sabse pahle hum aapko epf account ke bare me jankari de dete hai ,

pf balance check

EPF account कता है ? ( What is EPF account ) , EPF Account का मतलब क्या है ? 

EPF Ka pura name Hota hai employ private fund , Aapko iske pura name se hi pata chal raha hoga isme employ (कर्मचारी) ke bare me discus hogi,isme hota kya hai jub koi employ work karta hai,

uske salery me se kuchh rupe cut karke ek account par bayaj dete hue uspar paise deta hai , jub hum work karne ke lyke nahi rah jate hai to wo us time us paise ka use kar sakta hai ,  Ab aapke man me ek sawal aa raha hoga,

नौकरी बदलने पर PF Balance का क्या होगा ?

Wakai sochne wali bat hai , but isme log isi bharm me rah jate hai job change karke koi dusri jagah job karenge to yah aka epF balance barbad ho jayega  aisi bat nahi hai  aap jo Khata( account ) Us Job Me use kar rahe the wahi number aap yaha use kare aapka paisa kahi nahi jayega aapke account par hi rahega.

Kaise Kare Apna ePF balance check ( ePF Balance Check कैसे करे)  ? All method

Pahle kya hota tha koi bhi employ apna epf balance nahi jan sakta tha , lekin ab ye subidha de diya gaya hai jisse koi bhi employ apna ePF Balance Check Check Kar sakta hai , wo bhi kai tarike se to Aaiye  hum Aapko yaha sabhi method ko bari – bari se bata rahe hai  ,

1 . SMS के जरिये से epf balance check करे ( Messages करके EPF Balance Check करे ?

Aise Kai Empoly Ya karmchari hote hai jinke pass na hi computer hota hai aur na hi smartphone kaise hai hamare muhalla me jo abhi bhi simple sa phone use karte hai jisse wo sirf message aur call hi kar skate hai to unke liye mai bata de raha hu , wo SMS ke dawara EPF balance Check kaise karenge To aide hamari step ko aap flowe kare

STEP  1

  1. Sabse pahle aap EPFO ki website par jakar apna mobile number register karwa le ya phir khud se kar le , Jub aapka number register ho jaye ,
  2. Ab aap apne mobile ke write message box open kare aur capital latter me type kare EPFOHO UAN ENG Aur isse ab aap Iss Number ( 7738 299 899 ) Par send kar de ,
  3. Bus aapka kam ho gaya ab kuchh hi time me aapke phone par ek message aayegi jisme aapke account se releted sari jankari hogio , aur future me aapke account ke sath kuchh hota hai yani job hi notification banegi wo sabhi aapke account par aa jaya karega .

2.   Mobile App के जरिये EPF Balance Check करना जाने ( एंड्राइड मोबाइल से EPF Balance देखे )?

Ji ha Android Phone ke liye ek App hai M-EPF jisse aap aasani se aap apna epf balance check kar sakte hai , To Aaiye hum Aapko  bata rahe hai , M-EPF App kaise Donwload kare , aur isse EPF balance Check kaise kare?

  1. Sabse pahle aap play store se is app ko download kar le , yaha app bilkul free hai .
  2. Download karne ke bad install kar le , phir open kare
  3. ab aapke samne welcome screen open ho jayegi , uske bad Aapko 3 option dikhai dega . Jaise Balance passbook , activate uAn etc

To aap yaha se aasni se apna details dekh sakte hai , isme Details Dekhne ke liye aapka UN number aur register mobile number ki jarurat padegi so usse taiya rakhe , Aage Aur Bhi  Kuchh jankari mangegi so aap sabhi jankari feel karke aap apna UN number Fe el kar sakte hai .

3 . Misscall देकर EPF Balance Check कैसे करे ?

Ji Ha aapne Upar SMS ke jariye balance check karne ke bare me jana Aapko mai yaha ek number  dunga ,  aap apne register mobile number Se  miscall dekar aap puri information le sakte hai . NUMBER  ::::::  01122901406

To Dosto Yaha  Mai Aapko Jo tarika bataya hu isse aap bahut hi aasani se EPF balance Check dekh sakte hai , aage ek post me mai bataunga Aap UAN ke madhyam se EPF balance kaise janenge , aur EPF balance Janne ke liye UAN Number Generate Kaise Kare.

10 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.