Online Fir कैसे करे ? पूरी प्रक्रिया – Hello Friends Kya aapke sath Koi Ghatna Hota hai Aap Police Comaplain Ya Fir ke liye Ghar se Milo Dur jate hai waha Jane Ke bad bhi thana Adhyaksh Aapka nahi sunte Ya aapse paisa manga jata hai Aapka report Likhne se pahle dhero sawal Puchha Jata hai ya Aapko FIR karne ka sahi tarika pata nahi hai ya Phir aap Apne thana jana nahi chahte Aaye Dino aise halat Aam aadmi ke sath nahi sabhi ke sath hota hai To aise Situation Ko maine Bhi Jhel Chuka Hu
Actully Mai Thana bhi ja sakta thana me Call Bhi kar sakte jub se mujhe Technology me interested Hua Uss time se mere pass Jitne problem aate hai mai koshis karta hu usse Online hi suljhau kyuki Iske liye aapko Kahi jana Nahi padta hai aaj mai aapko aisa Tarika bataunga jisse aap apne thana me Online FIR Kar Sakte hai Kisi Par Bhi to aaiye Mai aapko aaj sikhata Hu Online FIR kaise kare
Online FIR कैसे करे और इसका Rule क्या है ? कैसे करते है ऑनलाइन ऍफ़आईआर फाइल,
Online FIR ke bhi bahut Rule hai Jisse mai aage koi nai post me Details Se bataunga Yaha aap Simple Samajh le Agar aapko Koi chiz Chori ho gai bike, car , Phone , Laptop , Document Etc Iss Situation me aap Internet ke madhyam se Fir likh sakte hai,
Agar aapne Kisi Ka Murder kar Diya to aisi Report online Accept Nahi ki jati hai Aise Abhi India me Sabhi state Me Ye option maujaud nahi lekin maine check kiya to sabhi Metro City me Avilable Hai Uske alawa bhi Bahut Jayada State Me ye Option hai Yaha Mai aapko Delhi Police Me Online Fir Likhne Ka tarika bata raha hu Baki police ka bhi Process Same hi hai mai Delhi ka Exaple lekar Share kar raha hu
- What is Paytm First in Hindi – पेटियम फ़र्स्ट की जानकारी
- Blog Post को First Page पर लाने के लिए 10 On Page SEO Techniques
Kaise Kare Delhi police me Online FIR
Step :: 1
- sabse pahle aap delhi police ke website par jaye
- http://www.delhipolice.nic.in/index.html uske bad aap resgiter karke login ho jaye Yad rahe agar OTP aapke Phone number par nahi gaya hai to Aapke email account par jarur gaya hoga kyuki mere mobile par nahi aaya lekin email par aaya tha iss email id se [email protected]
Step :: 2
1.Ab aap Lost&Fund par Click kare
2.Ab aap yaha Click kare agar aapka saman Khoya hai To aap lost article par click kare
3.Ab aap register par click kare ab aapke samne ek bahut bada Form Aa jayega
isse aap Aap sahi se bahade yani aapka kya chori hua hai aur kitne baje abhi kitna der hua etc pura details jub aap pura details Submit kar dijiyega to aapke samne ek PDF page Open ho jayega usse aap apne pass Download karke Rakh le
- Confirm Train Ticket Booking कैसे करे ?
- Free में CIBIL/Credit Score कैसे जाने ?
- SEO/User Friendly Blog Post Title Create करने का 10+ Tips
To Friends aapne upar Sikha Hum Delhi Police me online Fir karne ka Tarika Isi tarah Aap Kisi Bhi state me Aap FIR kar Sakte hai Sabhi ka Propcess laghbhag Same Hi rahta hai agar mai Sabhi State Ka step batau To article bahut lamba Ho jayega Aap Jis Bhi state Me Ke Police ke pass online fir karna chahte hai bus aap google Me state ka Name likhiye Aur uske bad Likh dijiye Onile Police Complain Jaise Mai Bihar ka hu To mai Ye likhta hu Bihar Online Police complain Dhanybad |