Online अपने Sawal का Jawab कैसे पाए ? अपने सवाल का जवाब कहा और कैसे पाये ? अपना कोई भी सवाल कहा पूछे उसका सही जवाब कहा मिलेगा ? ऑनलाइन सवाल पूछने की जगह । sawal jawab Fourm And Other Platform in Hindi । apne sawal ka jawab kaise paye ।

65

question answer app in hindi,sawal jawab,sawal ka answer kaise paye,question ka answer chahiye,question ka answer bataye,har sawal ka jawab dene wala ap,kisi bhi question ka answer dene wala apps,p,question answer app in hindi,question ka answer bataye , aksar mai dekhta hu aise keyword ko log google me type karte rahte hai, so aaj ham aapke iss problem ka solution kar hi dete hai,

Hum jitna internet se sikhte hai utna to hum school or teachers se bhi nahi sikh pate hai,Ajeeb hai lekin sach hai, Pehle ka time hota tha jab hame agar kuch bhi samajh nahi aata tha to hum apne teacher’s ya fir kisi aise insan se puchte the jisse hame lagta tha ki who hame bata sakta hai or ek aaj ka time hai ।

agar kisi bhi question ka answer nahi mil rha to turant hi us question ko google pe search kar lete hai,Lekin kai bar aisa hota hai ki aapko aapke question ka satisfied answer nahi mil pata hai, To aaj ke iss article me hum aapke liye lekar aaye hain ki kaise aap apne question ka sahi or satisfied answer pa sakte ho to aaiye jante hai ।

online sawal kaha puchhe

Online Apne Sawal Ka Jawab Kaise Paye ? Apne Question ka Answer Online kaise jane ? Mobile se puchhiye kuchh bhi aur janiye uska jawab ।

1. GOOGLE Search Karke apne Sawal Ka Jawab Kaise Paye ? :: Jab se humne internet chalana aa gaya tabse hum google use kar rahe hai, yah kahna galat nahi hoga ki google ke bina internet incomplete hai,to iska seedha sa matlab yahi hota hai ki google k pas har question ka answer hai । 

jabse google ne featured snippets ka option diya tabse logo ko kuchh bhi turant janne me aasani ho gaya । iss feature se log jab kuchh search karte hai to logo ko kisi ke website par jana nahi padta hai wo google search result me hi uske sawal ka jawab mil jata hai ।

2. Quora.com par sawal kare aur jawab paye – हर सवाल का जवाब देने वाली Quora Website अब Hindi में :: Agar aapko kisi bhi chiz ke bare me janna ho ya agar aap chahte to aap kisi expert se apne question puche to yeh bilkul sahi jagah hai yaha pe aapke questions ke bahut sare answer milenge Ispe aapko pehle signup karna padega,

Uske bad aap jab us site pe jaaoge to aapko alag alag category milegi usme aapko aapke pasand ka category mil jaayega jis bhi baare me aap jaanna chahte ho aur jaruri bat ye hai Quora ab hindi me bhi avilable hai, pahle yah sirf english user ke liye hi tha ab isse aap hindi aur english dono me istemal kar sakte hai ।

3. Answers.com – Site ke naam ko dekh ke hi aap samajh gaye honge ki ye kis chiz ki site hai, yaha bhi bahut sari alag-alag categorie  milegi or yaha bhi apko question puchne ke liye signup karna padega Aap dusro ke puchhe gaye questions ke answer bhi de sakte ho agar aap jaante ho to, bahut hi achha platform hai answer.com ek bar isse jarur istemal kare ।

4. Answers.yahoo.com – iss site pe aapko har tarah ke questions ka answer milega ye questions ke answer ke liye bahut hi accha platform hai Rating ke hisab se ye sabse accha website hai Aur Iska ek indian version bhi hai  in.answer.yahoo.com .

Online Sawal Kaha Puchhe ? Kisi Bhi Question Ka Answer Kaise Paye ? Apne Sawal Ka Jawab Online Kaise Jane ? Sawal Jawab & Question Answer in Hindi । किसी भी तरह करे सवाल-जवाब | Solution to all problems in Hindi

6. ask.com iss site pe aapke through puchhe gaye questions ka answer result type me show karta hai Isme aapko aapke queston ka answer alag-alag website ki search result ke according milega,

inme se maximum website me solve result milega Or yaha pe aapko aapke question ka related question bhi milega or saath me uska answer bhi । sabhi website ke sath ye website bhi kafi popular hai ।

7. sawal.com – Yeh ek Indian site hai India me chalne waale portal jisme aapke liye Ghar,office,society,Shopping,Education,Fashion jaise topic pe bohot sare question or answer available hai, Lekin ye site baki site se different hai ।

Isme 2 kamal ke features hai pahla ye hai ki Isme Interview ke liye bahut sare question or answers hai Or Iska dusra feature hai Local shopping or apne city/Town se related questions puch sakte ho kyuki yaha indian user bahut jyada matra me hai ।

8. Askhindi.Com :: jaise aap quora ko dekhte hai, same usi tarah ye bhi apni duniya me kafi popular hai aur yaha par aapko sabhi sawal ka jawab hindi me milega kai bar mujhe isse bahut help mili hai, yani hindi me yaha bahut kuchhh avilable hai ।

9.  AnyTechindo.Com Question Answer Group Facebook par hindi me sawal jawab ke liye yah best group hai aap isme apna koi bhi sawal puchh sakte hai sabse khusi ki bat ye group mera hi hai yani iska onwer mai hu aur yaha bahut sare sawal ka reply bhi mai khud hi deta hu । yahi agar aap facebook par jyada samay bitate hai to mai aapse anurodh karunga isse achhe kam me bitaye aur iss group se jarur jude ।

Dosto ummid hai aapko ye post kafi pasand aaya hoga । kaisa laga hamara ye post Online अपने Sawal का Jawab कैसे पाए ? aap hame comment me bataye । agar aapka koi sawal hai to aap hame wo bhi comment mr bataye ।

10. http://www.rediff.com/qna

65 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.