Government ne ye ailan kiya hai ki 31 March 2019 tak sabhi pan card adhar card se link ho jana chahiye Government ne isse jodna coompalsury kar diya hai Aapko har hal me jodna hi hoga,
agar aapne abhi tak adhar card nahi banaya hai to jaldi bana le maine iise pahle Adhar card ko bank account se link karne ke tarika bataya tha Aaj hum Aapko batayenge pan card ko adhar se link kare ya phir adhar ko pan card se link kare kyu aur kaise Aur maine ye bhi bataya Bank Account se aadhaar Card Link kare , wo bhi 1,2,3 nahi kai tarike aur method se
Iske Sath hi Maine aur bhi Topic Cover kiya hai,link karne se releted jo sayad aapke kam aa sakti hai,so aap isse jarur padhe
- Link Driving Licence With Aadhaar Card In Hindi ?
- Aadhaar & Bank Account Linking Status Kaise Jane ?
- Insurance Policy Ko Aadhaar Se Link Kaise Kare ?
Isse pahle mai pan card banata tha maine kai logo ko dekha 1 aadmi ke name 2 pan card but ab is process aur sarkar ki thos kadam se ispar ankush lagega Maine ek bat aur gaur kiya adhar card me aur pan card me di gai information same nahi rahti thi,
so jub link hoga to same details hi link hoga ab Difference name par bhi ankush lagega aage hum Aapko lamba process na batakar 1 hi step me pan se adhar link karne ka tarika batayenge isse pahle hum kuchh basic daubt ko clear kar le
Pan Card को आधार कार्ड से जोड़ना/लिंक करना क्यू जरुरी है ? Pan Card को Aadhar से लिंक नहीं करने का नुकसान ?
- aapka pan card kisi kam ka nahi rahega
- iss pan card se data search nahi ho payega
- ban 2o fisdi ke hisab se katega TDS
- bank se aap paise nahi nikal payenge iske sath aur bhi kam yani bank hoga parbhabit
- Income Tax Return Nahi ho payega file
- kisi bhi tarah ka loan nahi le sakte aap
- Vechide nahi kharid payenge aap
1 Step Me Online Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare ( एक स्टेप में ऑनलाइन आधार कार्ड को पेन कार्ड से लिंक कैसे करे )
Step 1
Sabse pahle aap iss link ko open kare https://incometaxindiaefiling.gov.in/e-Filing/Services/LinkAadhaarHome.html yah Dusri tab me open hogi
- Note :: Yaha Jo process hum bata rahe hai ye tabhi work karega jub aapka adhar details aur pan details same ho agar alag–alag hogi to link nahi hogi jaise Name,Sex,Date Of Birth aur jaruri information dono par ek hi hona chahiye agar aisa nahi hai to aap pahle usse thik karwa le uske bad link kare ,
Step :: 2
Ab aapne us link ko open kiya ab aap dekhe aapke samne aisa image dikh raha hai
- Pan :: Likha hai iske samne box me aap apna pan number dale
- Aadhar Number :: Iske samne aap apna 12 digit adhar number dale
- Name As Per Aadhar :: Iske samne Box me aap wo name liye jo aapke adhar card me hai wo bhi capital me
- Captcha code :: Iske niche Box me Image ki tarah hoga us Image me kuchh aise word honge jo Aapko sahi se dikhai nahi dete hai so usse ache se dekhe aur niche blank box me dal de
- Ab aap sab kam kar liya ek bar achhe se check kar le , sabse niche Link adhar( rad colour ) Rad Clour ke box me Black Colour se likha hai waha click kare
Congregation Aapka Pan aadhar se link ho gaya Hai , ab apace ek successfully ka mesaage aayega Jo aap niche iamge me Dekh rahe hai
Bina Internet SMS Karke Aadhar Number Se Pan Card Link Kaise Kare
- Sabse pahle aap apne mobile ka message box open kare
- Usme aap type kare <UIDPN>space<Aadhar Number>space<Pan Card> uske bad aap isse 567678 or 56161 par bhej de niche dekhe
- UPDPN 123456789123 EPJ5567 send now 567678 or 56161
Ab Aapke man me kahi na kahi kabhi ye sawal jarur uthta hoga ki aajkal dekh rahe hai subsidy , Bank yani jaha dekho waha adhar card aakhir kyu iska itna importace kyu mil raha hai , itna value kyu aise bahut sare document hai but Government sub ko chhodakar aadhar ke pichhe padi hai kuchh to wajah hai Aaiye jante hai
Bank,Gas se Lekar har Ek kam me adhar card hi kyu jaruri hai ( हर एक जगह आधार कार्ड का ही उपयोग क्यू ) ?
Hum sabhi Soch me hai ki aaj india me ideanty card ke rup adhar ko hi dekha ja raha hai simple iska jawab hai isme kisi bhi aadmi ki puri jankari hoti hai aur yah Internet se juda hai isme biometric yani hamare sabhi finger ki scaning rahti hai aur Bhi wajah hai bus aap itna samajh le adhar se better security and kam ka koi Document nahi
To Dosto Yaha maine Aapko super and short tarika pan ko adhar se link karne ka tarika bataya so isse bhi kam step ka method abhi nahi hai syd isse kam ka ab kya ho sakta hai so Aapko kaisa laga ye article hame jarur bataye, Going Comment |
Agar Pahle Se Pan Card Aadhar Card Se Link Hoga To Usko Kaise Dekh Sakte Hai Kya Koi Tarika Hai Isko Dekune Ka Plz Bataea
ok mai ispar aaj sam tak post likh deta hu so wait
aapne yeh jaankari bhaut achi share ki.
sir pan card me changes kaise kare. kyoki mere pan card me mistak hai.
Aap Nsdl Office Se Contact Kare
बहुत ही उम्दा …. nice article …. ऐसे ही लिखते रहिये और लोगों का मार्गदर्शन करते रहिये। 🙂 🙂
dhanybad and keep visit aap bina padhe sirf trafic ke liye comment na kare
Aisa kyu bhai fayda to tumhi ko hai because traffic jyada aa rha hai
no traffic se kya fayada agar bounce rate na mile to, waise traffic count nahi hoti