30 Keyboard Shortcuts Key for Youtube in hindi

Dosto Main aapko Is Articlee YouTube Ke Kuch Shortcut Keyboard key ke baare me Batane ja Raha Hu Jiski Help Se aapko Bar bar Apne Mouse ka Sahara (Help) Nahi lena hoga aur aap ek Smart Tarike Se YouTube par Video Ko Dekhne ka Aanand Le sakte hai.

Bahut Se log Youtube bar Daily Videos Streaming karte Rahte hai Chahe Vo Manoranjan ( Entertainment ) ke Liye Ho ya Phir  Study Knowledge  ke liye Aajkal Lagbhag Sabhi ke Smartphone me Internet Rahta hi hai,

key

Daily YouTube Video Dekhne ke liye Aap Mobile Ya DeskTop par hi Dekhte Hi honge. Lekin bahut Kam hi Log Jante hai, YouTube me Smart Tarike Se Video Dekhne ke Baare me Ji han YouTube Video Dekhne ke liye Bahut Aise Shortcut Key Hai jiska Use karke App Apna Time bhi Bacha Sakte hai |youtube tips tricks in hindi

Youtube aaj ke time Me video dekhne ka sabse best source hai aap sab isse use karte ho,aap sab ko youtube kaafi pasand bhi hoga lekin jaisa ki aap jante ho jub hum laptop me youtube video dekhte hai to unhe shortcut pata na rahene ke karan thodi muskilo ka bhi samna karna padta hai |

to aise logon ke liye hum aaj ke iss article me kuch shortcut key le kar aaye hai,or bhi kaafi hidden tricks youtube ka aapke liye hum le kar aaye hai aaj k es article me |

YoutTube के लोकप्रिय/Popular Shortcut Keys In Hindi

1. CAPTION KA SIZE CHANGE OR BAND KAISE KARE:- Aap jab bhi video dekhte ho aapko neeche caption dikhta hoga agar aap usse band karna chahte ho to aap “B”  button daba k ussey band kar sakte ho,or agar aap uska size bada ya chhota karna chahte ho to aap “-” ya “+” ki help se aap caption ki size change kar sakte hai

2. NEXT AND PREVIOUS VIDEO:- Next video k liye aapko mouse use karne ki jarurat nahi hai aap simply “shift+N” isse video next ho jaayega,or Previous video ke liye aap “Shift+P” daba ke previous video kar sakte ho.

3. NUMERICAL KEYS:- Keyboard me jo 1-10 tak numeric key hote hai eski help se aap video forward kar sakte ho agar aap 1 press karoge to video 10% aage ho jaayega issi tarah se agar aap 5 press karte ho to video 50% pe aa jayega.

4 . Speed Badhaye ::-  agar aapko video ki speed badhani hai, to sift ke sat ero> button press kare ,pichhe karne ke liye iska use kare <<<<

5restart kare :: – apka video chal raha hai agar aap usse phir se restart karna chahte hai to aap apne keyboard me diye gaye 0 (Zero )  button press karke aap us video ko phir se play kar sakte hai

6. volume Control Kare ::- agar aap apne youtube video ke volume ko control karna chahte hai to aap iske liye ero button ka use kar sakte hai agar video ki volume badhani ho to aap ero ka up button use kare ghatani ho to down button ka use kare  ,

7. youtube me video ko mute kare :: – simple iske liye aap M button ka use karke video ko mute kar sakte hai ,

8. Youtube video me The force look ka use Kare::- aap upar jaha video search karte hai aap waha jakar search kare , “Use The Force Luke ”  jaise hi aap serch karoge aapke samne aapko youtube windows float karta dikhega ,

9. youtube video TAB se control kare::- aap jub browsing kar rahe hote hai to aapne dekha hoga koi form filup karte hai to waha next option me jane ke liye hum TAB ka use karte hai same aisa hi Jub hum youtube video ke har ek function ko bari-bari se use karne ke liye hum tab ka use karte hai jaise hum play button par hai agar hum is jagah tab ka use kare to pause par chale jayenge isi tarh hum aage badhte jayenge ,

10 . Shift+TAB ka kamal :: – aapne upar sikha next options par jane ke liye hum ,tab ka use karte hai agar hame previous options par jana ho to hame Shift+TAB ka use karna hoga .

YouTube Ke 30 Keyboard Shortcuts Key Ki Jankari

11. youtube video me 10 sec Forward aur back kare ::-  aap apne keyboard me dekhe Ek  button ke left side aur right side 2 button j aur L hai Isme L button forward ke liye hai aur  J button back ke liye hai

  1. Isme L button forward ke liye hai , aur
  2. J button back ke liye hai ,

12 . 5 sec ke liye ::-  iske liye aap ero button left-right ka use kare ,

13bahut jaldi jaldi forward aur back kare youtube video ko::-  agar aap chahte hai bahut hi jaldi jaldi hum video ko bhaghaye to aap apne keyboard ke numberical key ka use kare 1-9 tak agar aap 1 ka use karte hai to aap 10 fisdi agar aap 2 ka 20 fisdi ,5 ka to  50 fisdi ,9 ka 90 fisdi ,isi tarah aap badha sakte hai  ,

14 . youtube me supar slowe motion video dekhe ::-  agar aap chahte hai koi bhi video original speed se bhi dhire-dhire chale to aap ,

    1. Sabse pahle aap video ko pause kar le iske liye aap k button ya space bar ka use kare ,
    2. Video ko dhire dhire aage badhana hai , to aap “.” Press karte rahana hai
    3. Agar dhire-dhire pichhe karna hai ,to aap “,” press karna hai ,

15 . youtube ko full screen me dekhe – iske liye aapko F button ka use karna hoga ,

16. J- Jis Tarah aap Video Ko Forword karne ke liye Mouse ke Cursor ko Lejakar karte hai, Wo aap Bas ek Key Se kar sakte hai, Keyboard se J button Press karen Video 10 Secend Forword Ho jayegi

17 . L- Video ko Piche karne ke liye L button ko dabaye Video 10 Secend Piche Ho jayegi.

18 . K- Bahut Hi Usefull Button Video ko Pause (Stop) Play Karne ke Liye Aapko K Butyon Use karna hai.

19 . 1 to 9- Keyword me 1 se lekar 9 Number Wale Key Video Ko aage Badane ka Kaam karti hai.

20. SpaceBar and 0 key- Yadi aap Kisi Video ko Phir Se Starting Se Dekhna Chahate hai to Aapko Bas 0 Button ko Press karna hai. Video Starting Se play Ho jayegi

21 . M key- Yadi aapko YouTube Ke Play Video ki Aawaj ( Volume) Band (Mute) karna Chate hai to M key Use karen.

22. (↑,↓) Keys- YouTube Video ki Volume Ko Jada Karne ke liye Up Key (↑) Aur Kam Karne ke liye Down key (↓) ka Use kar Sakte hai.

23. F- Yadi aap Video Ka Maza Apne System ke Full Screen par Lena Chahte hai. To Simply Aap F Button ko Press karen Jisse Aapke Screen pa Full Screen me Video Chalne lagegi.

24 . Esc- Video ko Full screen Se Normal Screen Me Play Karne ke liye aap Esc Butt6ka Use kar sakte hai.

25. Shift+N- Yadi aapko Aage ka Next Video Dekhna hai. To Shift Button Hold karke N par Click karen.

You Tube के कुछ उपयोगी Secret Shortcuts Key

26. Shift+P- YouTube me Se Yadi aapko Pichhe (Previous) Video ko play karna hai to Shift Button Ko daba kar P Button ko Dabaye Previous Video Play Ho Jayega.

27. Ctrl ( + Arrow right) ( – Arrow left):-  Yadi aap Ctrl Button par Press (Hold) karke ( + with Arrow right ) ko Press karte hai to Video ke Playlist Me Se Video Next Hokar Dusra Video Play Ho jata hai. Yadi Ctrl Buttin Hold karke aap ( – With Arrow left) Par Press karte hai to Playlist Me Se Previous Video play Ho jayega.

28 . C key- Close Capsan (Cc) Active karne ke liye C word key press karke kar sakte hai, aur Cc Deactivate karne ke liye Again C Button press karen.

29. Left/Right Arrow- Video ko 5 Secend Forword ke liye Right Arrow and 5 Secend Backward karne ke liye Left Arrow key Dabaye.

30. Shift+N- Recommended/Playlist Video Me se Next Video Play Karne ke liye Shift+N ka Ude kar sakte hai.

31 . Key ( > < )-  Play Video ki Speed ko Increase and Decrease karne ke liye (><) Key ka Use karen.

12 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.