kya aapka bhi pan card band ho gaya hai kyuki government ne 11.44 lakh user ko deactivate kar diya hai kya aap bhi hai usme se hai ya aapko malum nahi hai to aaj mai aapko yahi tarika batane wala hu,
maine upar bata diya hai sarkar ne kitne pan card band kiya hai aur kyu band kiya hai kyuki un sabhi card me gadbadi pai gai hai kisi ka address to kisi ka name to kisi ka pura identy hi galat bataya actually ye sub us time hua jis time aadhar card nahi aaya tha log voter card par pan card banaye the jub aadhar card aaya to log aadhar card se bhi pan card bana liye aakhir mazbur hokar waise pan card ko goverment ne block kar diya
aaj hum aapko yahi batayenge kaise jane hamara card chalu/active hai isse pahle maine pan card se releted kai post kiya hu pahle wo dekhte hai
- Link Aadhar Number With P*n C*rd In Hindi 2 Method
- Bina Bank Gaye Adhar Card Ko Bank Se Link Kaise
- Bank Account Me P*n C*rd Add/Link Kaise Kare
पैन कार्ड एक्टिव है डी-एक्टिव कैसे जाने ? or कैसे पता करें की आपका Pan Card बंद है चालू,
step :: 1
sabse pahle aap Income tax department ke website incometaxindiaefiling.gov.in par jaye Ab aapke samne kai option par click kare, ab aapke samne kai list aa gaya
Isme se Aapka Know your pan card par click karna hai , jaise hi aap click karenge aapke samne Aapka ek form ki tarah aayega yaha Aapka sub kuchh fill karna hai
- Surname :: Apna Surname likhe jaise mera name ravi kumar hai to maine kumar dala hai
- Fisrt Name :: Yaha Apna name likhe jaise mera name ravi kumar hai to maine ravi likha hai
- Status :: Isme aap Individual select kare
- Date Of Birth
- Mobile number – Apna Registerd Mobile Number dale Jo pan card me hai
- Submit :: Sare option ko aapne sahi se feel kar diya hai to aap submit par click kare
step :: 2
- Submit par click karte hai aapke mobile number par ek otp aayega otp dalkar validate par click kare
- Jaise hi aap validate par click karenge aapke samne next screen open ho jayegi ab yaha Aapka apne fathers ka name type karna hai
- Uske bad submit par click kare |
maiine upar wale link pe try kiya lekin jo apne bataya hai woha wala page nahi open ho raha hai kaise karen abhi
ok ham isse update kar dete hai
Pan me email register hai kaise pata Kare
usse kya problem yahi process apply kariye