Aaj hum bat karenge SBI No Queue App ka jisse hum state bank ke kisi bhi branch ka details jan sakte hai,iska use karne ka tarika isse kya – kya kar sakte hai ,SBI No Queue App ka use karne aur isse se releted sabhi Problem ka solution
- Yah ek Mobile par Depend virtual application hai ,
- Ya customer ko state bank ke sabhi branch ki puri jankari batayegi |
- Kis branch me kya ho raha hai aur us branch me kitne log hai
- Yah bank me koi Bhi service janne ke liye Q Ticket Uplabdh karayega
Note :: – Iss app ka istemal aap sirf state bank ke liye hi use kar sakte hai,isse aap kahi bhi kisi Bhi SBI branch ka token le sakte hai,
SBI No Queue App का इस्तेमाल,Use Of SBI No Queue App in Hindi
- Iss app se aap ye jan sakte hai apne najdiki branch me lage hue Line me mera number kab aayega
- Iss app ka use karke aap ghanto khade line me rahne se Chhutkara pa sakte hai
- Isse ye Bhi pata chalega kon sa bank me kitna wating hai
- Kis branch me kitne customer hai
- Hamare ghar se Booking ki jagah kitni dur hai
SBI No Queue App का इस्तेमाल कौन कौन कर सकता है ?
Aisa koi jaruri nahi hai iska use koi Bhi kar sakta hai ,chahe wo state bank customer ho ya Phir koi sbi visit karna chahta ho , bus uske phone me yah app install honi chahiye
SBI No Queue App Download कैसे करे,Kon sa Phone support karega ?
- Support :: Yah android version 4.1 ya uske bad ke verson me work karega .
- Download :: Isse aap android phone ke liye play store se agar aapke pass iphone hai to aap iTunea app store se download kar le
Note :: Is app ka use karne ke liye aapke mobile me internet ke alawa Location enable hona Chahiye,location on par hi GPS work karti hai
- What Is SBI M-Passbook,Use It In Hindi
- Bina Bank Gaye Cheque Book Kaise Mangaye:SBI
- SBI Net Banking Close or Block कैसे करे ?
- SBI Personal Loan Interest Rates And Factors Affecting It In Hindi
SBI No Queue App इस्तेमाल करने का सही तरीका |
Jaise aap other app me sign up hote hai waisa hi hai ye bhi app aiye jante hai
- Sabse pahle aap isse download kar le phir open kare,ab aap sign up kare isme aapse aapka name,Mobile number,location aur email id ko register karna hoga,uske bad Aapko sign karna hoga,
- Ab aapke samne ek list open ho jayegi Aapko isme se Kon sa service ke bare me janna chahte hai waha click karइ,
- Uske bad bank ke branch ko locate karte hue location ko band karna hai
- Ab aap apne screen par dekhe waha kitne customer hai,kitne wating me hai ye sabhi yaha show kar raha hai last me aap Ticket Book kar le
SBI No Queue App App Paid है या Free
State Bank ne sabhi user ke liye yah app Free Diya hai ,isse download karne ke liye ya phir sign karne ke liye koi charge nahi liya jayega, sirf aapka Interenet data Lagega |
GOOD INFORManytechinfoON
thank you and keep visit @akram isi tarah apna pyar aur support dete rahiye
Thanks Ravi Sir
You post is very useful for everyone who want to know about sbi no queue app.
I appreciate you
thank you aap jaise ke comment se hi hum motivate hote hai
Thanks ravi bahi
welcome bhai