Aaj ke topic me mai aapko Bahut Hi usefull Article lekar aaya hu Ki Android App Ko hum Google play Store par public Kaise kare ? Ji Aapne Ab tak Play Store Se app Download kiya hai, Kya kabhi socha hai Ye app kaha se aate hai Nahi na Ye application hamare aur Aapke Jaise log hi upload karte hai Aur upload karke paisa bhi kamate hai ।
Aaj Ke Article Me Hum Iske sath – Sath Aur Bhi Babhut Kuchh sikhenge Maine Aaj Hi ek post likha tha Admob ke liye Jisse Aapko padhkar wakai Nai gayan mili hogi To Maine socha app Developer Se releted Kuchh post Likh hi du, Mai aapko Aage bataunga, Kya hum isse pahle Software Yani Android Application kaise banate hai 5 Min me sikhe Apk App banane ka tarika Yaha Click kare. Aur Jane Free Me Android App banane ka Tarika ।
Google Play store Par apna App Upload Kaise Kare ? How TO Upload App in Play Store in Hindi – Google Play Store पर Apps कैसे Publish करें ?
Aapko to ye pata Hai, Hum Apne Style Aur Apni Ichha Ke Anusar application Banane me Aapko Programming Aani chahiye, Agar Aapko programming Nahi aati hai To Aap ek Best application nahi bana sakte hai। Aise mai Bahut koshis Kiya Us post Me Aapko achhe se achhe Tool Provide kar saku Aur Maine waisa hi kiya Mai Waha 30 Waise Website Ke bare me bataya Jisme Aap Bina Koi programming ya Bina Koi Coding ki Aap Android application bana sakte hai, Yaha click kare Google Play Store me apni App Ko published Karne ke liye Aapko Google Play Doveloper Consol Par Aapko Account banana hoga Aur Waha aapko 25$ Charge dena padega ।
Ji ha bahut sare logo ka sochna hota hai, Play Store Par App Dalne ka Paisa bhi lagta hai ? JI jub Aap play Store Par App Daliyega to aapse 25$ Yani Indian rupees me karib 1700 Rupees Aapko dene honge. Uske bad Hi Aap apne Android App Ko Play Store Par publish kar sakte hai ।
Ek aur bat agar Aap naye aur hamare pichhle post ko Aapne nahi padha Jisme maine Free Me Android,Ios Aur Windows Phone Ke Liye App Create Karne ka tarika bataya, Jisme mai Top 30 Website Ke Bare Me bataya jo Aapki Chhoti si mehnat se Bishal Application Taiyar karke deti hai, jisse Aap Apne App Se Paisa kama sakte hai.. Wo Bhi Bahut Hi aasani Se,Ek bar mehnat kare, Dusri bar Bina mehnat ke kamaye. DEtails Se Janne ke liye Aap ye post padhe.
Sabse Pahle Aap Google Developer Par gmail id se login kare, Aap Yaha Click kare, Click karne ke bad Aapke samne login ka option Aayega waha Apna Gmail Id aur password Dalkar Login Kar De,Jisse Aap Dovelope account par pahuch jayenge,Ab Aapke samne Aisa pic aaya hoga ।
- Google Play Store not working Fix कैसे करे ?
- Android Phone में Multiple Video Play कैसे करे ?
- How To Increase/Boost Internet Speed In Hindi,10+ Tips
Ab Aap Yaha Dekhe Pic me upar number wise kiya gaya jisme 1, 2….number ke bare me mai details se bata raha hu, Aage Janne Se Pahle Aap Apne credit card ya debit/ATM Card apne pass rakh le Kyuki Avi usi ki jarurat hai ।
- Yaha Aap Apna card number likhe।
- DATE OF BIRTH Likhe, Yani Jis Time Aap Duniya me aaye,Bhagwan krishn ke roop me Aur avi Bilgates se bhi Aage Jane ki soch rahe hai ।
- Ab Aapke bank account Kis name se khule hai, Aap wo Dale ।
- Yaha Par Aap bank Me jo Address Dale hai,Wo address Dale ।
- Ab Aap Pay Par click kar de, Aage Aur Bhi process Hai,Use pura kare, Jub Aapka process pura ho jayega, Aapke account se 1700 Rupe Aaspass Kat jayenge, To Aapne 25$ Charge De diya, Ab Aapko 50MB space mil gaya Yani, Aap 50 MB tak ka Application Google play store par Dal sakte hai ।
Aapko to pata hi Hai,2-4 MB ka application hota hai, Ager aapka ek application 2 MB ka hota hai. TO Iske hisab se Aap 1700 Rupe me 25 Application Ko upload Kar Sakte Hai, Aage aapko kya charge deni hai mai aapko Aage bataunga.Jub Aap Puri Tarah se satisfied ho jayenge, Ab mujhe payment kar dena hai, To Aap ko Aisa Ek massage milega “I agree” and “I am willing to associate my Developer distribution agreement”
Aap Yaha Tick Kar de, Uske bad continue par click kar de, Jub Aap continue payment par click kar denge, Uske bad Aapke samne Aapke card ka Details Page khulega, Jisme aapko Us card ka pura details dal de, Uske pass Aapke samne paly store ka page khulega Bilkul is tarah ।
Aap uapr Ke pic dekh rahe hai, Maine Anytechinfo ka App Dala tha, Dukh ki bat Ye hai, Ki Mere App Me Kuchh problem aa gai thi,Jiske wajah se Removed karne pad gaya Aur Avi tak Phir se app nahi banwa saka । Ummid Hai Aap upar ke pic me dekhe Maine waha box me Jaha bataya hai,Aap wahi click kare… Uske bad Aapke samne Phir ek naya page khulega. Isme aapko language select karna hai,Jisme maine English select kiya hai.
- Select You Apk language ।
- Add In apk title ।
- Jub Aap Language aur title dal denge, To uske bad Aap Apne apk file ko upload Kar le ।
Jaise hi Apk file upload hogi Aapke samne phir ek new Windows open hogi, Is window me mangi gai saari information Jaise APK File, store listing, content, price, Product aadi jankari apni app ki anusaar dal kar aap Publish my app kar sakte hai, Jaise hi Aapki app Publish my account par click karenge ।
Waise aapka app Google play store Par upload ho jayegi Aur Aap Google play store par apni Apk file ko dekh sakte hai. Aur apne Dosto ko uska link dekar Download bhi karwa sakte hai. Uske bad , Jane Hum uspar Admob Ka Add lagakar Aap paise kama sakte hai |
Sir kya play stor par App ka bhi seo karna padta hai?
yes
Car
kya car । kya likh rahe the ।
App se achha paida kamaya ja sakta hai ki nhi..
Ha