एक Phone से दूसरे Phone को Handle/Control कैसे करे ? 6 Way, अपने Android Phone को दूर से Control कैसे करें ?

50

Ek Phone Se Dusre Phone Ko Control Karne Ka 6 Tarika – Iss article ka aap sab ko kaafi jarurat hoga. Hum sab ke saath aisa kafi bar hota hai ki hum apne Mobile ko ghar pe bhul aate hai ya kahi bahar me bhul jate hai or hame kisi file,image ya fir kisi ki jarurat pad jaati hai or wo bhi urgently |

Ek phone se dusre phone ko control karne ka tarika office me baithe ghar ke phone ko kare handle asani se, kyuki yaha hum aapko short method se long trick bataunga To hum aaj aapko yahi batayenge ki Kaise  aap apne Mobile ko kahi se, kisi bhi dusre ke phone/computer se operate kar sakte ho,

Ji ha aisa karna bilkul possible hai or ab agar mai ek hacker ki najar se dekhu to Iss app se aap kisi dusre ka phone bhi use kar sakte ho.  Lekin Iska missuse mat Kare ,ye sirf educational purpose ke liye hai. To Aaiye jante hai ki ye Apne Phone ko Dusre Phone Se Control kaise Kare ?

Phone

एक mobile/phone को दुसरे mobile/phone से connect कैसे करे ? How to remotely control your Android Phone in Hindi

Step  1

  1. Sabse pehle aap playstore se “AirDroid” app install kar le, 
  2. Ab usko open Karen,
  3. Aapko usme account bnana padega,to aap signup pe click kar k saare details fill kare,
  4.  or fir sign up kar de.

Step  2

  1. Fir Ab apke saamne ek new form open hoga, 
  2. jisme wo aapse email id or password  puchega, to aap usse enter kar ke ok kar de.
  3.  Eske processing hone ke bad wo  conformation puchega to aap uspe click kar k enable kar de .
  4. Enable pe click karne ke bad aapke phone ki setting khul jaayegi, usme AirDroid ko  enable kar de 
  5. or fir ek page open hoge to ok kar de.

Bas aapke phone ki saari setting ho gai hai.Aapka software ready hai poori tarah se.  Ab man lo ki aap kahi bahar me ho or aapka Mobile aapke pas nahi hai or aapko kisi jaruri file, image ya fir video ki jarurat hai to aap kaise usse nikaloge. To mai ab aapko bata rha hun ki aap ye kaise kar sakte ho.

How To Control Other Mobile Android Phone or Smartphone in Hindi, अपने Android Phone को दूर से Control कैसे करें ?, किसी mobile को control कैसे करें?

Aap apne us jaaruri file,image ya fir video ko kisi bhi dusre android phone ya fir PC se khol sakte ho. Lekin Iske liye aapke apne Mobile me net on hona chahiyeh,ye compulsory hai.  Us Mobile me net on agar hai to uske baad aapko karna bas itna hoga ki

  1.  aap jis bhi dusre Mobile ya fir PC se usko open karoge uska koi bhi browser open karo or fir waha pe aap  http://web.airdroid.com/  url enter Karen,to aapke saamne ek page open hoga usme aap apna email id or password enter Karen(Wahi email id or password entern Kare jo aapne apne phone me AirDroid app me kiya tha)
  2.  Iske baad ok Kare or fir aap Apne  pure Mobile ko access kar sakte ho. Yaha tak ki aap apne us phone ka camera bhi use kar sakte ho.

Aapne Upar Ek method ko Smajh Kiya Baki Ka Jo Mai 5 Method Bataunga Laghbhag Sem Hi Process Hai, To Ek Hi bato ko Batakar Post Ko Lamba karne se Achha hai, Mai Yaha Sabhi App Ka Link De Deta Hu, Jisse Aap Aasani Se Sabhi App Ko Download Kar Sakte Ho aur Aap Ghar Baithe Dusre Ke Phone Ko Handle Bhi Kar Sakte Ho,

2 . Teamviewer :  Yah App Data Spy Aur Behtar Security Ke Liye Mast Hai,  Isse Aapa Yaha Se Download Kar Sakte Hai, Download Now Teamviewer

3. An2An: Yah App Bhi Bahut Better Hai,Isse Aap Computer Access Bhi Kar Sakte Hai,Sabse Badi Bat Aap Apne Phone Ka Bluetooth, WiFi Etc Se Bhi Control Kiya Ja Sakta hai,

4. AIO : Yah App Laghbagh Sabhi Platform Aur Device Me Work Karti hai, Isse Aap Bahut Hi Aasani Se Manage Kar Sakte Hai, Isme Bhi An2An Ki Tarah Bluetooth, WiFi Use Kar Sakte Hai,

5. Join: Is App Se Aap Ek Nahi Ek Se Bhi Jayada Phone Connect Kar Sakte Hai, Simple Hai Aap Isss Yaha Se Download Kare,

6. Tablate: Yah App Bhi Baki Sabhi App Ki Tarah hai , Aapne Upar Jitne Bhi App Ke Bare Me Jana Hai isme Wo Sabhi Work Ho Jayega,

to Dosto kaisa laga hamara ye post aao hame comment karke bataye | agar aapko achha laga ho to aap ise apne dosto ke sath social media par share jarur kare ।

50 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.