Kya aapne kabhi socha hai aadhar card Lock Unlock, aadhar card hack ho sakta hai aur usse kaise bachenge Aajkal Jitna strong aap ka facebook ka password rakhte ho usse kai guna jayada security hame aadhaar card me rakhna hoga kyuki ab aadhaar par hi hamara subkuchh hai agar koi hamare aadhar card ko access kar gaya to hamara bank bhi loot sakta hai,
To aise me hame bahut thos kadam uthana hoga taki hamara Aadhar card online koi use nahi kar sake , Aapko isi bato se pata lag gaya hoga aadhaar card ab sirf hamara Idendty nahi raha india me aadhaar card ko compulsory kar diya gaya hai Agar aapka aadhaar card data koi chori kar liya to wo bahut hi aasani se aapke bank account ko loot sakta hai agar aapka aadhar card bank se link hai to
Aadhar Card Biometric Data Lock Kyu Kare,Ye Jaruri Kyu Hai
Kyuki ye ab har ek jagah kam kar rahi hai bank se lekar gas subsidy tak aapke pass aadhaar card hai to Aapko koi ducoment ki jarurat nahi padegi kyuki ye har ek jagah se link hai school College tak to aise me isme Lock aur unlock ka Option aa gaya hai,
jisse aap bahut hi aasani se apne aadhar card ko lock kar sakte hai aage hum batayenge Aadhaar card Biometric Data Lock kaise karte hai Aadhar card Security Kaise Rakhe, इस तरह करे अपने आधार कार्ड का बायोमेट्रिक डाटा लॉक, कोई नहीं कर पाएगा मिसयूज, फ्रॉड से बचने के लिए कैसे बायोमेट्रिक जानकारी की जा सकती है।, आधार कार्ड में लोक कैसे लगाय,और लॉक आधार कार्ड को अनलॉक कैसे करे isse pahle mai aadhar se judi kuchh post ka link aapse share karta hu
- Link Aadhar Number With Pan Card In Hindi 2 Method
- How To Link Aadhar With Mobile Number In hindi
- Aadhaar Number Bank Account Se Link Hai Ya Nahi kaise jane ?
Aadhar Card Lock aur Unlock Kaise Kare
Aadhar Card Biometric Data Lock Kaise Kare ?
Step : 1 sabse pahle aap Lock Biometric Link (https://resident.uidai.gov.in/biometric-lock) par jaye
Step : 2
- Ab aapke samne UID ka Box open ho gaya isme aap apna aadhaar number dale ,
- uske bad Niche diya gaya Security Code Entre kare
- Ab aap Generate/sent OTP par Click kare
- Ab apne mobile ka message box dekhe jo number aadhar card me add ho aapke message me 6 Digit ka OTP aayega usse bagal ke box me likhe Phir aap Login par Click kare
- Ab aap Enable Button par click kar de Ab aapka Aadhaar Biometric data Lock ho chuka hai
Aapne upar aadhar card Lock karna sikh gaye ab hum ye jante hai isse unlocked kaise kare kyuki jub ham koi kam karenge ya kuchh changes ya kahi se payment nikalna ho to jub tak hum isse unlock nahi karenge tab tak aapke aadhaar card me aadhar card se koi kuchh nahi kar sakta to aide sikhte hai Lock aadhaar card ko Unlock karne ka Tarika
Lock Aadhaar Card ka Biometric Data UnLock Kaise Kare
Sabse pahle aap upar ke step me jaye jisme maine bataya UID ke website par jaye apna Aadhaar number dale Mobile par OTP Aayega uske bad Lock Enable kare lekin yaha ek bat ka Dhayan Rakhna hai,
aapne upar ka jo step kiya usse hi karna hai bus Aapko last me disable ke buton par click karna hai Agar Sub Din Ke Liye Band Karna Has To Unlock Kar De 10Min Ke Liye To Disable Kare, agar Aapko post pasand aaya ho to please share jarur kare aur comment karna nahi bhule agar aapka koi sawal hai to aap hame wo bhi comment ke madhyam se bataye ।
waah sir, aadhaar card biometric data ko loack aur unlock karne ki kafi achhi jankari share ki hai, aur bahut hi useful hai, kya sir, sach me aadhaar data leak ho jaata hai?
Yes Sach Me Aadhar Data Leck Hota Hai Aap News dekhte Raho