Payment Gateway kya hai aur ise kaise banaye,Customer(ग्राहक) se paise lene ke liye ise website par kaise lagaye,sabse badhiya payment gateway ke liye kai solution ऐसे कई प्रॉब्लम का सलूशन Sabse pahle mai aapko bata du Payment gateway Hai Kya?
Payment Gateway Kya hai,What is Payment Gateway in Hindi ?
Mai Lijiye mai flipcart,Snapdeal ki website par jakar koi product Buy karta hu kuchh Bhi ho mobile etc To aap kisi bhi Product ka rate aur uske feature dekhte hai Jub pasand aati hai To buy karna chahte hai,
buy karne ke liye waha Diye gaye Buy Option par Click karte hai aur aap apna payment details jaise hi submit karte hai aap buy kar pate ho jis url par aapne apna payment details submit kar rahe the wahi p gateway hai,
Yaha mai ek bat clear kar deta p Gateway ki jarurat Customer ko nahi padti Jiska Ecommerce Site Hoga Usse jarurat padti hai aur jub aap uske site par apne Debit card Ya Phir Credit card se payment karte hai wo Direct aap uss website malik ko nahi payment karte hai aap p gateway ko pay karte hai,
India me P gateway Offer karne wali bahut site Jub aap payment kar dete hai to ye Turant Uss site ko payment nahi karta hai Payment Gateway Wale uss paise Ko kuchh Din apne pass rakhte hai uske bad Ecommerce Site wale ko payment karta hai
Agar aap koi Ecomerce Site bana rahe hai to aapko Customer se paise lene ke liye P Gateway Lena hi padega iske alawa koi Upay hi nahi hai,customer se payment lene ka aapka EK sawal Bhi clear Ho gaya Ecommerce Site wale Customer Se paise Kis madhyam Se lete hai
Summery Payment Gateway: Jub Ecommerce Site Aapse payment leti hai to direct nahi leti hai uske bich me P gateway Aa jata hai iske madhyam se payment Lete hai Aur yah Kuchh din paise apne pass rakhne ke bad Ecommerce Site Wale ko pay karte hai
- Airtel Payment Bank क्या है और इस्तेमाल कैसे करे ?
- india Post Payment Bank information in Hindi
- 5 सबसे बढ़िया UPI Payment Apps आसानी से करे अब पेमेंट
India Me Famous Payment gateway Website Ka name,Popular Payment Gateway Website in india |
1. PayUmoney :: Ye india me bahut jayada famous hai Jayada Tar Indian Website Jo customer Se payment leti hai Wo PayUmoney Se hi p Gateway Leti hai Isme aapko Kai sare Document Dene padenge,
Pahle To pan card tak tha ab Ye Log aadhar card bhi lene lage Mai aapko iske bare aur PayUmoney Par account kaise banaye aur PayUmoney Se p gateway kaise banate hai Pure details Me aage bataunga
2. Instamojo :: Ye bhi kafi famous hai lekin isme aapse Koi Document nahi liya jayega yani aapka ye sawal clear ho gaya Document nahi lene wali p gateway Website ka name,
Mai aapko bata Du ye unlogo ke kafi faydemand hai Jo Sirf sauk aur sikhne ke liye ecommerce site bana rahe hai Isse aap 10,000 Tak transaction karwa sakte hai matlab aapko chhota-Mota business hai to aap iska use kar sakte hai,
Isme paise thoda late se transaction hota hai agar aap document verify karwa lete hai to aapka payment sahi time par mil jayega
3. PayPal
4. CCAvenue
5. EBS
6. RazorPay
7. Atom
8. Paytm
9. MobiKwik
Payment Gateway Kam Kaise Karta Hai,
- sabse pahle customer kisi bhi product ko select karte hai uske bad wo checkout par click karte hai,
- uske bad ecommerce site customer ko p gateway par redirect kar deta hai, jaise hi transfer hote hai waha payment details karne ka option aata uske bad user pay now par click karte hai,
- p gateway payment information lekar encrypts karte hai uske bad usse sahi bank ko send karta hai |
- phir bank customer ki information ko verify karke p gateway ko response deti hai payment confirm hua ya nahi hua,
- uske bad customer website par dekh pate hai payment success hua hai ya fail hua hai aur ye sare kam seconds me hi hoti hai,
- jaise hi payment success hoti hai uske kuchh time bad payment gateway bank me transfer kar deti hai,
Payment Gateway Kitne Type ke hote hai,Type Of Payment Gateway in Hindi
aapko pahle ye janna hai aap hosted payment gateway lena hai ya integrated payment gateway dono me difference ye hai hosted ka use karna user ke liye kafi subidhajanak hai isse user kafi aasani se use kar lete hai but integrated thoda dificult hai |
Payment Gateway Kaise Select Kare,Payment Gateway Select Karne Se Pahle Dhayan Dene Wali Bat
- sabse pahle to aapko upar jo mai 2 type ke p gateway ke bare me bataya hai aap wo decide karo,
- aap jiska p gateway use karna chahte hai wo kitna % charge lete hai
- jiksa hum use karne ja rahe hai wo user ke liye kitna badhiya aur iska interface user friendly aur responsive hai kyuki user khus honge tabhi wo aapko khus kar payenge,
- p gateway me payment lene ka kin kin option hai jisse user ko payment krne me subidha ho (Credit/Debit Cards, Net banking, Mobile Wallets, UPI, etc)
- Aur in sabke sath sabse jayada jaruri hai jiska p gateway aap istemal karna chahte hai uska customer support kaisa hai |
- How To open Account in Paytm Payments Bank in Hindi
- Foreigners India में Bank Account कैसे खोलेगा ?
- सम्पर्क रहित कार्ड क्या होता हैं? What is Contactless Card in Hindi
payment gateway Kaise Banaye,Best Tool
Aaj mai aapko ek Famous website Jo mujhe bahut jayada pasand hai usse payment gateway Kaise create kare Ye Bataunga to dosto uska name hai instamojo To aaiye sabse pahle Hum instamojo ke website par visit karke account banaye Uske bad Register par click kare
- Sabse pahle aap uske website par jaoge uske bad aap waha google+,facebook jisse bhi aapko signup karna hai aap kar sakte ho,
- Login hone ke bad aapke samne ek fourm aayega jisme aapko apna sare details fill karna hai |
aapne diya tha ki payment gateway kaise bnaye aur yaha par payment setup karne btaya hm payment gateway bnane ke liye sikhne aaye the
Are wah ok kya aap chahte hai ham aisa article dale to jarur batayenge
acchi post likhi hai apne
Thank You And Keep Visit
Bahut badhiya post aapne kafi achhi jankri share ki hain Thanks.
Thank You And Keep Visit