Blogspot Blog में Advanced SEO Settings Enable कैसे करे

11

Hello Friends Seo Ke Bare Me Mene Pahle Bhi Ek Article Likha Hai. Usme Humse Seo Ke Bare Me Jana Tha, agar aapne nahi padha to aap hamare seo se releted post padhe,

Dosto Aaj Ke Is Article Me Aap Sikhenge Blogger Par Advance Seo Enable Karna. New Bloggers Ke Liye Seo Ki Jaankari Hona Bahut Zaroori Hai Kyuki Agar Aap.blogger Par Seo Enable Nahi Karenge To Aapko Search Engine Se Traffic Nahi Mil Payega.

blogger advance seo

Blogspot Blog में Advanced SEO Settings Enable कैसे करे ?

Sabse Pahle Blogger Ke Dashboard Me Jaye Or Setting Par Click Karke Search Preferences Par Click Kare, Search Preferences Me Aapko 3 Option Show Honge.

  • Meta Tags
  • Errors And Redirection
  • Crawlers And Indexing

1.Meta Tags: Meta Tags Description Vo Description Hoti Hai Jo Search Engine Me Humara Blog Search Karne Par Blog Ke Naam Ke Niche Show Hoti. Isme Aap Apne Blog Se Related Jaankari Add Kar Sakte Hai.

2. Errors And Redirection: Errors And Redirection Me 2 Option Show Hote Hai.

  • Custom Page Not Custom
  • Custom Redirects

Custom Page Not Found: Error Page Not Found Problem Lagbhag Sabhi Blog Me Hoti Hai. Jab Hum Humare Blog Se Kisi Post Ya Page Ko Delete Kar Dete Hai Or Vo Post Jab Search Engine Me Show Hoti Hai To Visitors Ko Waha Error Page Found Show Hota Hai,

Blogger Ke Is Feature Se Aap Error 404 Page Not Found Ko Apne Hisab Se Manage Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Custom Page Not Found Wale Box Me Redirection Link Code Add Karna Hoga. Iske Liye Aap Niche Diya Gaya Code Copy Kare Or Usme Se Meri Website Ke Link Ki Jagah Apna Link Add Kare Or Custom Page Not Found Me Insert Kare.

<a Href=”https://sahu4you.com/” Target=”_blank”>error 404 Page Not Found</a> <p>currently This Page Is Not Found<a Href=”https://sahu4you.com/” Target=”_blank”>home Page</a>

Custom Redirects: Kisi Dusri Site Ko Apni Site Par Ya Fir Apni Site Ke Kisi Link Se Dusre Link Par Redirect Karne Ke Liye Ye Feature Banaya Gaya Hai. Agar Aapne Apne Blog Ka Koi Post Ya Page Delete Kar Diya Hai Or Vo Error Show Ho Raha Hai To Aap.usko Is Feature Ki Madad Se Custom Redirect Kar Sakte Ho.

3. Crawlers And Indexing: Crawlers And Indexing Me Aapko 3 Option Show Honge.

  1. Google Search Console
  2. Custom Robot.txt
  3. Custom Robot Header Tags

1 . Google Search Console: Google Search Console Par Mane Pahle Bhi Article Likhe Hai Aap.unko Read Karke Google Search Console Ka Setup Kar Sakte Hai.

2 . Custom Robot.txt: Blog Seo Ka Robot.txt Feature Ek Bahut Important Part Hai. Jisko Aap Savdhani Se Use Kare. Aapki Todi Si Galti Se Aapki Site Search Engine Se Deindexing Ho Sakti Hai.

Robot.txt File Ka Use Search Engine Se Apne Blog Ke Kisi Post, Page Ya Category Ko Chupane Ke Liye Kiya Jata Hai. Robot.txt Ke Bare Me Mene Pahle Article Likha Hai. Aap Usko Read Karke Robot.txt Ka Full Set Up Kar Sakte Hai.

3 . Custom Robot Header Tags: Custom Robot Header Tags Ka Setup Aap Niche Di Hui Image Ko Dekh Kar Kar Lijiye Ye Seo Ke Liye Bahut Important Hai.

  1. Homepage Wale Selection Me All Ko Select Kare.
  2. Archive And Search Pages Wale Option Me Noindex Or No Archive Ko Select Kare
  3. Default For Post And Pages Me All Ko Select Kare.

Custom Robot Header Tags Me Jitne Bhi Options Hai Unki Detail’s Me Aapko Bata Deta Hun.

  • All: Is Option Ko Select Karne Se Search Engine Aapke Post Ke All Content Ko Index Karega.
  • Noindex: Isse Search Engine Post Ko Index Nahi Karega Or Na Search Result Me Show Honge.
  • Nofollow: Search Engine Page Me Diye Links Ko Follow Nahi Karega.
  • None: Search Engine Na To Aapke Post Ko Index Karega Or Na Aapke Post Ke Content Ko Pad Sakega.
  • Noarchive: Search Engine Aapki Post Ki Category Ko Index Nahi Karega.
  • Nosnippet: Search Engine Post Ki Snippet Ko Show Nahi Karega.
  • Noodp: Search Engine Post Ki Meta Description Ko Index Nahi Karega.
  • Notranslate: Search Engine Aapki Kisi Bhi Post Par Translate Offer Nahi Kar Sakega.
  • Noimageindex: Post Ki Kisi Bhi Image Ko Search Engine Index Nahi Karega.

Unavailable _after: Agar Aap Apni Post Ko Kuch Din Bad Search Engine Se Guide Karna Chahte Hai To Uski Date Aap Yaha Insert Kar Sakte Hai.

Dosto Mene Aapko Is Article Me Advance Seo Enable Karni Ki Puri Details Bata Di Hai. Me Aapko Kehna Chahunga Ki Isko Dhiyan Se Use Kare. Isse Aapka Traffic Jaldi Se Jaldi Badh Sakta Hai. Or Aapke Content Ko Aap Search Engine Ki First Rank Me Bhi La Sakte Hai.

11 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.