जब हम वेबसाइट खरीदते है,तो इससे पहले हमें ये पता होना चाहिए भविष्य में इससे हम पैसे कामा सकते है या नहीं . Yani Google Adsense Jis Bhi Site Ko Block kiya hai usse Check karne ka 5 Tool,
Bahut Sare Logo Ko Ye Pata Hai Mere Site Par Google Adsense Kyu Nhai approved Ho Raha Hai, Aur Bahut Log Bahut Sari Galtiya Karte hai,Lekin Aaj Mai Aapko Ye Nahi bataunga Ki Google Adsense Banded Kyu hai, Kya karan hai,
Balki Aaj Mai aapko Wo Bataunga Kisi Bhi Website Ke Bare Me Janna Hai Wo Google Adsense Supported hai Ya nahi To Aaj Mai Isi Topic Par Aapko Bata raha hu Sabse Pahle mai ye janta hu
Adsense Domain Ban Check करना क्यू Important या जरुरी है ?
Aapko to pata hi Hai, ye Kitna Strick Advertising Program Hai Ye Thodi Si Galti Bhi Bardast Nahi karta hai Ye Penalty Dene Me Bhi Nahi Chukti hai Ye Koi Bhi Aisi Bato Ko Alowe nahi Karta hai Jo Iske Rule ke Khilaf hai,
Isi Karan Jub Aapke website Me Policy Violation Aata Hai, Tab Aapka Adsense Disable Ho jata hai,Uske Bad Hamare website Par ads Show Karna Band Kar Deta hai,
Agar Iske Bad Bhi Aapko Lag Raha Hai Banded Nahi Hai To Bahut Sare Logo Ki Tarah Aap Bhi Ek Bar Dekhe , Aap Ek Kam kare Aap Dusre email Aur Dusra koi website Usme Ek Bar Approval Karwaye Agar Usme aapko Approved mil gaya Agar uske bad Bhi Add Show Nahi ho Raha hai To Ho Sakta Hai Google Adsense Banded hai Us situation me Hamara ye post Aapke kafi kam Aayega
Hame Adsense Banned Trick Se Kya Fayada Milega ? – Agar Aap Kisi Aur Se website Ya Blog Kharidte hai To Us Time Aapko Anytechinfo Ki Tricks Kam Aayegi, Blog Koi Bhi Ho Sabse Badi bat hai, Name Domain Name Par Hi Depend Karta hai Isliye Aap Policy ko Flowe kare, Kyuki Kya pata Kab kya Ho Jaye
Google Adsense domain ban/block kyu karta hai ?
Iska Jawab Mai Aapko Details Me To nahi De sakta hu, Sidha Sa Jawab hai Aap Policy Ko Followe kare Kyuki Google Adsense Ne Apne Advertising Program Ko Bahut Jayada Strick Banaya Hua hai,
Google Adsense Banded Check Free Tool List
- www.checkadsenseban.com/
- www.isbanned.com
- www.bannedcheck.com/
- www.testadsense.com/
- www.bannedornot.com/
- bannedchecksite.com/
Google Adsense Banded Domain Ko Check Karne Ke Liye Perfect Tool Kya Hai ( Google Adsense पर्तिबधित ब्लॉग या वेबसाइट के बारे में पता कैसे लगाये )
Yaha Mai Aapko Ek Badhiya Tool Bata raha hu, Jisse Aap Branded Domain Ko Check kar sakte hai, Jo Ek Perfect Result Show Karti hai, Aiye Hum Ek Nazar Is Tool Ki Khasiyat Batate hai,
- Isse Aap Kisi Bhi Word Ke Releted Ads show kar Sakte hai ,
- Kisi Bhi Domain Ki GEO-Targeted Google Adsense Ads Show Hoti Hai,
- Aap Yaha iske sabhi Add Unit Ke Size Ko Dekh Sakte Hai,
- Yaha Aapko Keyword Choose Karne Ke Bhi Idea Milenge,
Aaiye Ab Aap Hamari Step Ko followe kare,
Step :: 1
- Go To Google Adsense Sandbox Website,
- Open hone ke bad Yaha Aap Apna Domain Url Ya Domain Type kare,
- Ab Aap Yaha Country Select Kare
- Ab Aap Click Preview Ads Par Click kare,
- Ab Aap Yaha Dekhe Adsense Add Show Ho raha hai,
Agar Yaha Koi add Show nahi Ho Raha Hai, Tab Aap Samjhe Is Domain Ko Google Adsense Ne Ban Kar Rakha hai, Agar Yaha add Show Ho gai,To Aap Samjhe Hamare Website Par Google Google Adsense Add Laga Sakte hai,
To Dosto Aap Ab Bahut Hi Asani se jan sakte hai Kis Website Se Adsense Ke Jariye Paise Kama Sakte Hai Ya nahi Kaisa laga Hamara Ye Post Aap Comment Me Jarur Bataye |
sir unbanned hamari website ko kaise kare..quick rply
aapka adsense jis karan se band hua hai wo problem ko thik kar lo simple