Smartphone Heating Solution in Hindi – Smartphone को Over Heating से कैसे बचाए ? फ़ोन को गर्म होने से बचाने का तरीक़ा ।

38

Kya aapke Smartphone  Ke sath bhi overheating ki problem aati hai kya aapka Phone bar bar garm ho jata hai Kya aap jante hai ye ek gambhir samsya hai Kya aapko Dar lagata hai pata nahi mere sath kya hoga ya kya nahi hoga,

Aapko sawdhani bartane ki jarurat hai ya yu kahe ki aapko kuchh aham bato Ka dhayan rakhna jaruri  hai | Ham aapko batane ja rahe hai aisi hi kuchh bate jiske karna hi aapka Phone garm ho jata hai, agar usi point me mere dawara di gai tips ko followe karenge to i hope Phone bahut hi kam garm hoga aur sayad garam ho bhi nahi, To aaiye ye sab bate details me jante hai

Smartphone heating Solution,mobile garam kyu hota hai hindi me,mobile heating problem solution in tamil,mobile heating problem solution app,mobile garam ho raha hai to kya kare,android Smartphone overheating,mobile heating Solution while charging,mobile heating check number, Mobile Phone Heating Problem ko Solve Kaise Kare,

मोबाइल फ़ोन हीट क्यों करता है , Smartphones में Overheating की समस्या क्यूँ होती है और इस समस्या को कैसे दूर करें?,कैसे अपने मोबाइल को हीट होने से बचाए,स्मार्टफोन को गर्म होने से बचाने के लिए 10 उपाए,स्मार्टफोन को ओवर हीटिंग से कैसे बचाए ? Mobile overheating Tips in Hindi,Smartphone Heating Solution

phone ko overheating se bachaye

SmartPhone Heating Problem And Solution in Hindi

1. Ek sath bahut sare apps ka use na kare ::Agar aap ek sath bahut sare apps use kar rahe hai to aapke Phone ka overheated hona lazmi hai, Aap sirf jaruri application ko hi use kare kyuki Bahut sare apps se mobile par bahut load padti hai Kyuki Aapko mai ek simple tarika se batana chahunga,

Agar aapko khate ho 100G aur aapko de denge 250 G to lazmi hai aapko hazam nahi hoga, sem Yahi problem hai hum logo ke Phone me bhi same wahi condition lagu hota hai.

Smartphone को गर्म होने से से कैसे बचाए ?

2. Lagatar internet ka use na kare :: Lagatar net ka istemal karne par bhi aapka Smartphone garm ho jata hai, Aise me agar aapke net ka koi kam na ho to aapna WiFi ya mobile DATA Off/band kar de,

Aap to jante hi ho ek Aadmi ko koi kam de diya jaye aur usse bola jaye ki isse aap lagtaar Larte rahe to admi kya aap bhi aaram aur chain ka nind khojoge Same Yahi problem hoti hai Phone ke sath log din rat Phone pe lage rahete hai, Jo Smartphone ke liye kafi hanikarak hai  Isliye Dosto aap Lagatar Phone ka use na kare isse aapka Phone kafi safe rahega.

3. Smartphone Cover ka use kare :: Smartphone Ki security ke liye cover use kare , Aise jaydatar aadmi use karte bhi hai kyuki bina cover bahut kam Phone aapko nazar aayenge,Lekin ek bat ka dhayan Rakhe Phone jayada bhari na ho isse Phone ke jayada Hot hone ki sambhawna hai.

4. Battery purani ho jane par :: Agar aapke Smartphone ki battery jayada purani ho gai hai to jahir hai ki usme Phone ka overheating ki samsya aayegi,Aise me aaap samay -samay pe Phone ke battery ko change karte rahe, kyuki Smartphone ki power battery hi hoti hai ।

5. Charging ka samay Phone ko lagatar use karna :: Kuchh Logo ki aadt me sumar hai ki wo Phone ko nahi chhod sakte hai,Phone ki battery agar khatm bhi ho gai ho to charging par Phone lagatar use karte hai, aapko bata de ki aisa karne Smartphone ki battery aur proccecer garm ho jata hai .

Kyuki ek to charge me laga hai, usse wo garm raha Hai Aur agar usi me aap bhi use Karoge to mobile me heating problems hogi hi na. koi bat nahi agar aapne isse pahle galti kar chuke hai to aapke liye ham Smartphone Heating Solution lekar aaye hai |

Smartphone को Over Heating से कैसे बचाए ?

6. Habby Games Jayada na khele :: Agar aapko games khelne ka shauk hai, to dhayn rahe ki habby game Phone ko jaldi garm kar deta hai aur phir Smartphone Heating Solution dhundhna padega, to aap khud hi apne Phone ko safe rakh skate hai Aur iske liye in point ko rakhna bahut jaruri hai,

Kyuki habby game ke liye achhi ram honi chahiye ya phir aap computer ka use kare Jisse wo better rahega.

7. Sasta battery ya charger ka use na kare :: Battery ya charger jub bhi use kare koi brand ka hi use kare, jaise bahut sare branded company hai samsung,Mi, Sony , Apple etc. Isse bhi Phone me heateing problem ho sakti hai, Purani kahabat hai, sasta ki koi bhi chize achhi nahi hoti hai.

8. Calling Ke Dauran Heat hone pe :: Calling ke dauran yadi Phone speaker ke pass garm ho raha hai to ek bar Phone ko factery reset kare,factory data reset aapko Smartphone ke setting me jakar backup and reset me milega yadi Isse bhi aapka problem solve nahi hota to aap service centre jaye,

9. Smartphone ka memory bhar jane par :: Phone ki internal memory bhar jane se bhi kabhi – kabhi is tarah ki samsya ho skati hai, Aise anchahe filo ko internal memory se deleted kar de, Aur apne memory ko jayada se jayada space ke sath khali hi rakhe.

10. Smartphone naya ho to kya kare Kya na kare :: Yadi aapka Smartphone naya hai Aur warranty me hai iske wabjud bhi Phone garm hota hai, to bagair kisi chhed – chhad ke Phone ko replace kar de, isse behtar kuchh bhi nahi

Maine aapko 10 idea bataye kya aapke pass bhi kuchh idea hai  to hame comments me bataye, agar koi sawal ho comments me bataye agar post had se jayada pasand aa gaya ho to isse share jarur kare aur anytechinfo.com subscribe karo |

38 कॉमेंट्स

  1. बहुत-बहुत धन्यवाद आपका आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दीजिए इस पोस्ट में।

  2. बहुत ही अच्छी जानकारी दी आपने.. बहुत बहुत धन्यावाद आपका.

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.