Post Date – 2016 – Kal Hi Paytm Ne bahut Badi Tohfa Di hai,Idhar Notebadi par Hone Wali Transaction Me Sabse Jayada Use kiye Jane wale Wallet user Eka-Ek Itne users Badh gaye hai,
Jisse Aisa lagta hai Kisi Ko Notebandi se fayada Ho Ya na ho Lekin Paytm Walo ko To bahut hua hai, Hello friends Kya aap jaante hai ki Paytm ko without Internet ke use kaise karte hai, offcourse you don’t know but friends Paytm ko bina internet ke bhi upyog kiya jaa sakta hai.
Really yah ab sambhav hai, actually abhi kuch dino pehle (2016) me improvement karte hue isme Emergency Call Service ki service start ki hai jiske dwara aap bina Internet ke bhi Paytm use kar sakte hai wo bhi bilkul free.
Paytm Ko Without Internet Ke Use Kaise Kare ?
Ji Ab Aap Bina Smartphone Aur Bina Koi Mobile App Aur Na Hi internet Phir Karenge Paytm Ka Use Ji Isme Chaukne ki koi bat nahi hai, Ye Sab To Aam bat hai Aur Bilkul Aasan Tips bhi But mai Chahunga isKe Bare Me Kuchh jan le |
Friends kabhi kabhi aisa hota hai ki hamara Data Balance end ho jaata hai or aise time me hame agar kisi ko payment karna hota hai tab hame agar kisi ko payment karna ho to hame internet ki aawashykta hoti hai or tab main problem ka pata chalta hai,
Friends isi ko dekhte hue ye new service start kiye hai jiske dwara aap bina internet ke bhi Paytm ka use kar sakte hai Really yah ek bahut hi badhiya service hai so friends aaiye dekhte hai ki Paytm ko offline use kaise kare.
Now days Paytm ek major online money wallet account service ban gaya hai, Jiske dwara aap kisi bhi person ko easily money send or receive kar sakte hai or koi bhi cheej khareed sakte hai,
so friends topic par aate hai or jaante hai ki aap Paytm ko without internet ke kaise use kar sakte hai, Friends neeche Paytm ko without Internet ke kaise use kare is bare me completely step by step bataya gaya hai jise read karke aap easily Paytm Ko offline use kar sakte hai.
- पेटियम Se Contact Kaise Kare,7 Tarika
- What is पेटियम First in Hindi – पेटियम फ़र्स्ट की जानकारी
- How To Apply पेटियम Paytm Physical ATM/Debit Card In Hindi
Paytm Ko Bina Internet Ke Use Kaise Kare
- Is service ko start karne ke liye sabse pehle aapke paas ek account hona jaroori hai,Account banane ke liye aap Smartphone ya PC ka use kar sakte hai |
- Ab Account create karne ke baad ise use karne ke liye apne Account ya wallet me apne debit/credit card ya net banking se money add kare, Iske liye aap apne smartphone me App me diye gaye Add money feature ka use kar sakte hai ya fir apne PC me diye gaye Wallet option ka use kar sakte hai.
- Ab kisi bhi person ko iss service ke dwara offline money send karne ke liye aap simply [1800-1800-1234] par call karna hoga,Is number par sirf apne Registered mobile number se hi call kare.
- Is number par call karne ke kuch time baad hi aapka call automatically disconnect ho jaayega, Bas ab aapko unki taraf se call aane tak wait karna hoga, ab jab Paytm ki taraf se call aaye tab unke dwara bataye jaa rahe options ko followe kare,Agar aap is service ko first time use kar rahe hai tab aapko aapke account ki security ke liye pin setup karna hoga,
- Ab pin setup ki process complete hone ke baad yah aapse us person ka mobile number puchhega jo paytm me registered ho or jise aap money transfer karna chahte ho, Bas ab us person ko number enter kare or iske baad amount enter kare That’s it!
- Aapka paisa kuch hi seconds me transfer ho jaayega.
- Is service ko start karne ke liye sabse pehle aapke paas ek account hona jaroori hai, Account banane ke liye aap Smartphone ya PC ka use kar sakte hai,
- Ab Paytm Account create karne ke baad ise use karne ke liye apne Account ya wallet me apne debit/credit card ya net banking se money add kare, Iske liye aap apne smartphone me Paytm App me diye gaye Add money feature ka use kar sakte hai ya fir apne PC me diye gaye Wallet option ka use kar sakte hai |
- Ab kisi bhi person ko Paytm service ke dwara offline money send karne ke liye aap simply [1800-1800-1234] par call karna hoga, Is number par sirf apne Registered mobile number se hi call kare |
- Is number par call karne ke kuch time baad hi aapka call automatically disconnect ho jaayega, Bas ab aapko Paytm ki taraf se call aane tak wait karna hoga, ab jab Paytm ki taraf se call aaye tab unke dwara bataye jaa rahe options ko follow kare, Agar aap is service ko first time use kar rahe hai tab aapko aapke account ki security ke liye pin setup karna hoga,
- Ab pin setup ki process complete hone ke baad yah aapse us person ka mobile number puchhega jo paytm me registered ho or jise aap money transfer karna chahte ho,Bas ab us person ko number enter kare or iske baad amount enter kare, That’s it!
- Aapka paisa kuch hi seconds me transfer ho jaayega.
Kya paytm se offline recharg bhi kiya ja sakta hai ?
Yes ,Aap.Kar Sakte Ho