To aaiye hum aapko aaj ki topic ki aur lekar Chalte hai jisme hum aapko bata rahe hai Google search engine me kya Trends Chal raha hai , Search engine me kon sa article Trends chal raha hai , Abhi kon sa post likhe ki hamara blog jaldi viral ho jaye , Trending article ke bare me kaise jane ? Google Trends kya hai ? what is google trends ?
aise dhero sawal kabhi – kabhi aapke man me chalta hoga aise maine isse pahle article ko lekar bhi post kiya to aaiye ek nazar yaha dal de ,Aapko to pata hi Hai kitne log Trends me success ho gaye, 3 sal pahle se jio ka Trends chal raha hai aur abhi tak jio ka hi Trends chal raha hai jio par koi bhi article likho bahut sare views aate hai,
Abhi jio hai to koi bat nahi lekin other days ka bat kare to hame ye samajh me nahi aata hai abhi ke time me kya chal raha hai,sochne wali bat hai agar mai abhi aapko bata du aap ispar article likho aur usko aapne published kar diya aur wo Google Trends me aa gaya to socho us time aapke sath kya hoga kitna khus honge aap
- Note – Bina keyword use kiye post ko top par kaise laye Aise sawal ka jawab kon nahi chahta to iska simple sa fanda hai trending article write karo bina seo kiye top par rahegi aur ye sub possible hai Google Trends Tool Ki help se to aaiye yaha hum iska introduction short me dete hai |
- SEO/User Friendly Blog Post Title Create करने का 10+ Tips
- Smartphone कैसे बनाया जाता है,कैसे बनता है स्मार्ट्फ़ोन ?
Google Trends Tool Kya hai? Iski Puri Jankari With Wikipedia
Aapne upar heading me hi ye dekh rahe hai likha hai google trends to simple hai ye ek google ka hi service hai,jisse google ne may 2006 me launch kiya jisse ab 14 year hone chala isse aap ye pata laga sakte hamare country ya world me avi internet par kis topic ki kya trending chal rahi hai to aaiye jante hai,
Google Trend kab Banaya gaya ? गूगल ट्रेंड कब बना जाने हिंदी में ।
गूगल ट्रेंड्स (Google Trends) को Google द्वारा 5 अगस्त 2008 को Google Insights For Search के नाम से शुरू किया गया था जिसे 27 दिसंबर 2012 को इसका नाम बदलकर Google Trends कर दिया गया था,
ise 5 August 2008 ko banaya gaya jiska name rakha gaya tha Google Insights For Search aur fir ise 27 sept ko iska name badalkar google trends rakh diya gaya aur aaj tak iska name google trends hi hai |
Blogger ke liye Google Trend kitne faydemand hai ? ब्लॉगर के लिए Google Trends के फायदे :
- kis keyword par kam karna hai aap ye jan sakte hai |
- apne topic ke liye keyword jan sakte hai |
- sabse badi bat abhi google par sabse jyada kya search ho raha ye jan sakte hai |
- aap apne blog ka topic chun sakte hai |
Google Trends Tool se Top keyword Ka Topic Kaise Select Kare ?
yaha mai aapko tarika bata raha hu aap hamari step ko flowe kare and iske kuchh point ha jinhe mai method ke bad pointwise karke share kar diya hu ,
Step 1
- Sabse Pahle aap google Trends Tool Ko open kare iske liye liye aap yaha click kare https://trends.google.com/trends/
- Jaise hi aap upar ke link par click karoge aap google trends ke website par chale jaoge Agar aap kisi topic ko search karna chahte ho to aap yaha search kare
Step 2
Jaise hi aap waha topic ko search karoge Aapse waha se pata chal jayega present time me wo topic kitna trend kar raha hai to aaiye Yaha Aapko kai drowp down menu milega jisse aap aasani se Worldwide , Past 5 years ,All categories ,Web Search aisi jankari le sakte hai to aide thoda iske bare me details se bata du
- Worldwide: Yahan se aap country select karke ye jan sakte hai ki us desh me kya trend kar raha hai
- Past 5 Year : yaha se aap ye janenge aaj se 4 year pahle, 30 days pahle yani aaj se pahle ki jankari le sakte hai ki isse pahle kab kab ye topic trend par raha hai
- All Categories: Yaha se aap apne blog se releted categories choose kar sakte hai
- Web Search : Yaha se aap web search kar sakte hai , jaise iamges, youtube
To Friends aapne upar ye sikh liya hum kaise trending topic select karte hai to aaiye hum apace bata rahe hai iske kuchh point
- Yah 2006 me google ke dawara lounch kiya gaya hai
- Google Trends tool se aap present time ke trending ke hisab se topic select kar sakte ho
- Ya per 1 ghante me update karti hai jisse aap bahut aasani se jan paoge Abhi hame kon sa article/post write karni chahiye
- Isse aap sirf india hi nahi pure world ko targate kar sakte hai kyuki aapne upar ye bate dekhe hai jisme country select karne ka option tha
Google Trends Kin Blogger Ko jayada madadgar sabit ho sakta hai?
Is Tool ka use to waise sabhi log kar sakte hai lekin dekha jaye to waise blog ko jayada help milega jo update article write karte hai jaise,Top story, Entertainment, Helth, Business ,Tech, tips Tricks,Blogging aur Sports Jaise topic par bane blog ko jayada madad karegi ।
Dosto kaisa laga hamara post aap hame comment me bataye aur agar bahut badhiya laga hoga to isse aap social media par share jarur kare dhanybad |
Bahut Badhiya Jankari Diya Hai Aapne Hum New Blogger Ke Liye
Aap Dhnyawad
Aise Hi Post Late Rahea
Thanks @Rahul Keep Visit
Nice post kaphi halp full hai ये पोस्ट thnkx झक्कास गजब का पोस्ट अपने लिखा सच में आपके पोस्ट बहुत halp full होते है 🥀🌺🖕🔥👌👉🙏🙏🙏🙏👇👈 मैं भी इसी तरह पोस्ट लिखने की कोशिश करता हूँ।
Thank you And Keep Visit
ravi bhai aapne google trend tool ki bahut achchi jankari de hai. thanks to sharing this information
Welcome And Keep Visit