How to Block/Stop PopUp Notification in Browser in Hindi

Browser में Popup Notification बंद/ब्लाक कैसे करे, What is popup Notification In Hindi Yani PopUp Notification Kya Hai, Uc Browser,Opera,Chrome Aur Mozila/Firbox Broswer Me PopUp Notification Block Kaise Karte Hai Aasan Tarika

Hi friends aaj ham aapko android mobile Aur Computer Ke browser se related jankari dege dosto aap or ham internet browsing ke liye kisi na kisi browser ka use to karte hi hoge chahe hame koi news padni ho ya fir jobs ka dekhna ho ya koi latest ya old movies songs download karna ho yaha tak ki jab bhi hame kisi third party ka apps ya game ko install karna hota hai tab bhi ham browser ka hi use karte hai

Close PopUp Notification

Yani Hame Kisi Bhi Chiz Ki Jarurat Padti hai To Hum Pahle Brsower Hi Use karte hai Ab Broswer Koi Bhi,Lekin jab ham browser par koi website open karte hain to kisi na kisi website par koi na koi popups open ho jate hai lekin kuchh websites to Aisi hoti hai jis par
bahut sare PopUphote hai,

jisse user ko bahut jyada pareshani bhi hoti hai to isi problem ka solution aaj is post me janege ki browser me kaise pop up ko block kar sakte hai or is problem se bach sakte hai Maine Kai Bar Dekha Jiss Website Ko Log Subscribe Kar Chuke Hai Uske Bad Bhi Waha PopUp Show Hota hai Sabse pahle Hame Iski Basic Ko Janna Jaruri Hai

What is popup Notification In Hindi Yani PopUp Notification Kya Hai

Yah question bhi kafi majedar hai kyoki iska bhi answer janana bhi jaruri hai ki popup Notification kya hota hai kyoki jab hame pata hi nhi hoga ki PopUp kya hai to hamara is post ko padna hi bekar hai to chaliye jante hai

Jab aap kisi website ko apne browser me open karte ho to aapne kai baar dekha hoga ki aapko subscribe by email ki ek window open hoti hogi jise hi ham PopUp kahte hai yah kai prakar ke hote hai jaise kabhi kisi ad ki to kabhi like facebook page etc.

But ek window jo behad hi khatranak sabit ho sakti hai jaise congratulation you has won mobile Pop Upwindow open mobile ke liye kafi harmful ho sakti hai is me virus bhi ho sakte hai or kabhi porn wali bhi hoti hai iske alawa or bhi kai prakar ki hoti hai,

agar ham sabhi ko is post me likhe to yah post had se jyada lambi ho jayegi To Chaliye Sidhe Topic Ko Suru Karte Hai Yan Post Aap Anytechinfo.com par padh rahe hai |

How To Block PopUp Notification In Hindi,PopUp Notification Ko Block Kaise Kare Apne Brsower Me

Ham janege ki android me kisi bhi PopUpko block kaise karte hai ham aaj un browser ke bare me batayege Jo India me sabse jyada use hote hai to chaliye jante hai Isse pahle Mai aapko Bata Du Yaha Mai Android Phone Ka example Lekar Bata Raha Aur Same Process Computer Me Bhi Hota hai aap try kar le Agar Nahi ho to aap hame comment me jarur bataye hum puri koshis karenge aapki help karne ke liye

1. Uc Browser Me PopUp Notification Block Kaise Karte Hai

Yaha sabse pahle ham uc browser k bare me janege kyoki India me sabse jyada shayad uc hi pasand kiya jata hai iski download speed ki mast hai isi karan yah logo ki pahli pasand hai Phir Bhi Charome Ko Pichhe Nahi Kar Payegi Kyuki yah Ek Chaina Broswer hai Mai Kabhi suggest Nahi Karunga aap UC Use karo Aap Iss Broswer Ko Kabhi Use na karo Phir Bhi hamare India me Iske Kai User Hai Isliye Hame User Ko Dhayan Me Rakhkar Yah Post Likhna Pad raha hai

  1. Sabse pahle aap uc browser ko open kare or setting me jaye
  2. Ab aap adblock par click karo
  3. Ab app adblock toggle ko on karke isko PopUpko allow ya isko
    off karke block kar sakte ho..

2 .Chrome Browser Me PopUp Notification Block Kaise Karte Hai

  1. Sabse pahle aap apne android mobile me chrome ko open karo
  2. Ab aapko tree dots ka vertical menu dikhai dega to usko open kare
    ya us par tap karo
  3. Ab aapko setting ka option dikhai dega to setting par tap Kariye
  4. Ab aap Content Setting ko open karo
  5. Jaise hi content setting ko open karoge to aapko Block PopUp ka
    option dikhai dega to us par tap kariye.
  6. Ab aap Block PopUpko on karke PopUpko allow ya off karke
    block kar sakte ho….

3. Opera Browser Me PopUp Notification Block Kaise Karte Hai

Opera bhi India me kafi pasand kiya jata hai

  1. Aap sabse pahle opera ko open kare.
  2. Ab aap menu ko open karke gear ke icon par tap karo
  3. Ab ap block PopUpko search karo Jo aapko sub-head content me milega
  4. To aap isko off ya on kar sakte to aapki marji ho….

5. Firefox/Mozila Browser Me PopUp Notification Block Kaise Karte Hai

Yah browser Maine bahut hi kam logo ko use karte dekha hai

  1. Aap sabse pahle firefox ko open karo..
  2. Ab address bar me about:config type karo
  3. Ab aap dom.disable_open_during_load ko search karo
  4. Ab aap isko true set kar dijiye jisase PopUpblock ho jayege |

33 कॉमेंट्स

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.