Prepaid aur postpaid me kya antar hai ? Hello friends aaj hum ek aise topic par bat karenge jo inke bare me bahut hi kam log jante hai, lekin log ye mante hai hum bahut kuchh jante hai Prepaid vs Postpaid me logo ko sirf itna hi jankari rahti hai bus wo itna hi jnate hai Postpaid me pahle bat karo phir recharge Prepaid me Me pahle reachrage karo uske bad bat,
Iske alawa kuchh janna hi nahi chahte hai Aaj hum Aapko Prepaid aur Postpaid ke bare me apne knowledge ke hisab se puri jankari dene ki koshis karunga aise hota hoga aapke man me ye sawal jarur aati hogi, prepaid kya hai aur postpaid kya hai, what is prepaid and postpaid in hindi,
kyuki jabse jio sim aai hai log dono ke antar me confused ho rahe hai to mai Aapko bata du isme confused hona nahi hai kyuki is post me hum Aapko sabhi chize clearlly batane wala hu, to Aaiye sabse pahle mai Aapko bata du prepaid kya hai aur iski puri jankari ।
Prepaid kya hai ? what is prepaid in hindi । प्रीपेड किसे कहते है ?
Prepaid Sim ke name se hi pata chal raha pahle paid karo aur bad me iska labh uthao Isme hota kya hai jub hum kahi bat karte hai to hame pahle reacharge karana padta hai aur iska plan bhi mahnaga hota hai,
Prepaid Sim user ko offer bahut jayada diya jata hai yani itna offer ki aap isse pak jaoge isme koi internal charge nahi lagte hai isse hum jub chahe tab band kar sakte hai To Prepaid Sim me yahi sub hota hai aage hum aapko iska difference share karenge to usme details se batayenge To aaye ab hum post paid ke bare me jante hai ।
Prepaid Meaning in Hindi । प्रीपेड का मतलब क्या होता है ?
Prepaid Sim ka matlab hota hai pahle paid karna । Prepaid Sim ka hindi arth hota hai पूर्वप्रदत्त । alag alag bhasha ke log inhe alag alag language me bolte hai aaiye dekhte hai unki list ।
prepaid meaning in gujarati | અગાઉથી ચૂકવેલું |
prepaid meaning in punjabi | ਪ੍ਰੀਪੇਡ |
prepaid meaning in marathi | आगाऊ दिलेले |
prepaid meaning in telugu | ప్రీపెయిడ్ |
prepaid meaning in malayalam | പ്രീപെയ്ഡ് |
prepaid meaning in tamil | ப்ரீபெய்ட் |
prepaid meaning in urdu | پری پیڈ |
prepaid meaning in bengali | প্রিপেইড |
prepaid meaning in english | yahi hota hai |
prepaid meaning in kannada | ಪ್ರಿಪೇಯ್ಡ್ |
- Blog Aur Website Me Kya Difference(अंतर)
- Algorithm Aur Flow Chart Me Kya Difference(अंतर)
- Mobile Tower Kaise Lagwaye, कैसे लगवाए मोबाइल टावर ?
Postpaid kya hai ? what is Postpaid in hindi । पोस्टपेड किसे कहते है ?
Bus isme bhi wahi bat hai but sidhe uske ulte hote hai isme yaha aap pahle bat karo phir pay karo upar jaise maine bataya dono ka plan alag–alag hota hai yani Prepaid Sim ka plan postaid me kam nahi karega,
aur iska plan na usme kam karega, isi tarah isme offer bahut kam milte hai isse hum aasani se Disconnect nahi kar skate hai to aaiye bat ko lamba na karte hue In Dono ka deferene bata de ।
Postpaid meaning in Hindi । पोस्टपेड का मतलब क्या होता है ?
postpaid ka matlab hota hai bad me paid karna । alag alag bhasha ke log inhe alag alag language me bolte hai aaiye dekhte hai unki list ।
post paid meaning in gujarati | પોસ્ટપેડ |
post paid meaning in punjabi | ਪੋਸਟਪੇਡ |
post paid meaning in kannada | ಪೋಸ್ಟ್ ಪೇಯ್ಡ್ |
post paid meaning in english | yahi hota hai |
post paid meaning in bengali | পোস্টপেইড |
post paid meaning in urdu | پوسٹ پیڈ |
postpaid meaning in tamil | போஸ்ட்பெய்ட் |
postpaid meaning in malayalam | പോസ്റ്റ്പെയ്ഡ് |
postpaid meaning in telugu | పోస్ట్ పెయిడ్ |
postpaid meaning in marathi | पोस्टपेड |
Difference Between Prepaid Vs Postpaid in Hindi ( प्रीपेड और पोस्टपेड में क्या अंतर है ? )
- Prepaid sim me hame pahle reachrage karna hota hai phir uske bad me bat kar sakte hai, yani bina balance ke hum kuchh nahi kar sakte hai, Lekin Postpaid me aisa kuchh nahi hota hai bilkul iska ulta hota hai aap bina reachrage kiye sub kuchh kar sakte hai ।
- Prepaid Sim ka plan alag hota hai ye postpaid se mahnaga hota hai, Iska bhi plan usse alag hai yani iska use sasta hota hai ।
- Prepaid Sim user ko offer bahut jayada diya jata hai, yani itna offer ki aap isse pak jaoge, Lekin postpaid user ko Prepaid Sim ki tulna me kam offers ke labh milte hai, aise bhi inhe pahle se sasta plan milta to problem nahi hai ।
- Prepaid Sim me koi internal charge nahi lagti hai , jaise hum jitna bat karenge jitna data use karenge utna But postpaid me charge simit hota hai aap uss number se call karo ya na karo per month aapke bill me wo charge add hokar hi aayenge ।
- Agar aap kahi travel kar rahe is bich balance khatm ho jaye aur waha reacharge store maujaud nahi ho to aise me problem hogi,But postpaid me aisa nahi hai aap jitna bat kar lo bat karne ke bad hi paise dene padte hai ।
- Prepaid Sim me Credit janch ki jarurat nahi hoti hai But isme credit janch ki jarurat hoti hai ।
Prepaid Sim Network and Postpaid Network In Me Best Kon Hai ? प्रीपेड और पोस्टपेड में कौन सा अच्छा है ? Postpaid या Prepaid कौन सा SIM लें ?
Aapne upar ka example dekh hi liya isse aap andaza laga hi sakte hai kon better hai aise agar personal use karna hai to aap Prepaid Sim hi use kare agar office ya working karna hai to postpaid better rahega To dosto yaha maine in dono ke bare me puri jankari di ।
- Latest VI Sim USSD Codes list 2022 – VI USSD Code
- Airtel SIM USSD Code List 2022
- eSim Kya Hai ? eSim के बारे में जाने पूरी जानकारी हिंदी में
- Jio SIM All Ussd Code List 2022
प्रीपेड सिम के फायदे – Benefits of Prepaid Sim in Hindi
- prepaid sim me aap jitna chaho utna ka rc kara sakte ho aur kam se kam isme 10rs ka rc kara sakte ho ।
- prepaid sim aapko free me mil jayega iske liye koi security deposite nahi dena hota hai ।
- iske plan postpaid ke tulna me kafi sasta hota hai ।
पोस्टपेड सिम के फायदे – Benefits of Postpaid in Hindi
- isme data ki koi limit nahi hoti hai । aap jitna chaho utna data ka istemal kar sakte hai ।
- isme aapko rc ka jhanjhat mol lena nahi padta hai । aapko jitna bat karna hai aap karo sabka bill mahine me aayega aur pay kar dena hai ।
- isme aapko insurance jaisi subidha milti hai jabki prepaid me aapko aisi koi subidha nahi milti hai ।
- aap kaha bat kiye kab kiye sab details aur call recording tak aasani se mil jati hai, jabki postpaid me call recording ya call details tabhi milta hai jab police case banti hai ।
- iska jo bill aata hai usme address rahta hai jiska istemal aap apne address proof ke liye bhi kar sakte hai ।
- isme customer support achha milta hai ।
आपका सिम Prepaid है या Postpaid कैसे जाने ? kaise jane mera sim postpaid hai ya prepaid ?
isse janna koi badi bat nahi hai jaisa aapne upar dekha hi hai maine bataya tha agar aap pahle rc karwate hai to iska matlab aapka sim prepaid hai aur agar aap bad me bill pay karte hai to wo postpaid simple ।
ab aap hame comment me bataye kaisi lagi hamari ye post prepaid meaning in hindi,difference between prepaid and postpaid,what is prepaid and postpaid in hindi and aapka koi aur sawal ho to aap jarur bataye bataye cooment me hum puri help karenge agar post pasand aya ho to aap iss post ko social media par share jarur kare dhanybad ।
Yes, such a great artical i will always follow this blog
isi tarah apna pyar banaye rakhe dhanybad
nice information ravi bhai..
thank you