Hello Friends Aaj Hum Phir Aapko Whatsapp Tips Tricks Ki Duniya Me Le jayenge aur batayenge How To Edit Send Whatsapp Message in Hindi ? , Iss Post Ko Mai Aaj Phir Se Update Kar Raha Hu Ya April 2016 Me Likha Gaya Tha isme Mai Bahut Hi Rochak Aur Ek Dam Amazing Tricks Bataunga,
Aise To Aapko Pata hi Hai, Maine Whatsapp Ke Bahut Sare Trick Bataye Aap Hamare Whatsapp Section Me Jakar Bahut Hi UseFul Tricks Bataya tha Jo Bahut Logo Ke Kam aaya Usi Tarah Aaj Hum Whatsapp Message Ko Edit Karne Ka Tarika Bata Raha Hu
Ji Ha Mere Pyare Friends Ab Aap Agar Dost Ko Koi Galat Message Yani Jo Nahi Bhejna Tha Wo Galti Se bhej Diya To Ab Aapko Kahi Dundhna Nahi Hai Whatsapp Par Galti Se Bheje Gaye Message Ko Wapas Kaise Kare Kyuki Yaha Hum Wahi Trick Bata Rahe hai Jisse Aap Bheje Gaye Whatsapp Message Ko Delete Aur Modify Kar Sakte Hai,
Q. Is Trick Me Aapko Kya Jankari Milegi Aaiye Short Me Jante hai,
Ans.. अगर आप मैसेज किसी और को भेजना चाह रहे थे, लेकिन चला किसी और को गया या फिर कोई मैसेज भेजने के बाद आपको अहसास हुआ कि ऐसा मैसेज नहीं भेजना चाहिए था, तो व्हाट्सऐप का आने वाला फीचर ‘रिवोक’ आपकी मुश्किल आसान कर सकता है Is Trick Me Aapko Whatsapp Par Hamare Dawara Bheje Gaye Whatsapp Message Ko Edit Karne Ka Adhikar Milega,
Aap Bheje Gaye Mesagse Ko Agar Aapka Man Hoga To Aap Ghar Baithe Hi Delete Kar Sakte Hai Aage Mai Iska Ek Bahut Bada Example Dunga Isse Aap Kisi Bhi Whatsapp Message Ko Edit Kar Sakte Hai Iske Sath Usse Permanently Delete Bhi Kar Sakte Hai Yani Aap Apne Dosto Ko Bebkuf Bana Sakte Ho,
To Aaiye Hum Ek Example Se Achhe Se samjhte hai, uske bad Bad Hum Tips Tricks Ki Aur Jayenge, Simple Aap Isse Kisi Ko Whatsapp Par Kuchh Bol Do Aur Phir Uss Msg Ko Change Kar Do Aur Kaho Maine to Nahi Kaha Banao Bebkuf bus Sirf Prank Ke Liye Ok Galat Use Nahi Karna Ha
Man Le Aapne Apne Kisi Dost Ko Ek Message Kiya ” Are Tum To Bada Bebkuf Ho ” Ab Aapka Dost Jaise Hi Message Ko Open Karega Aap Par Gusaa Hona To Tay Hai To Aap iss situation Me Kya karoge Dost Ko Manane Ke Liye Wo Alag Metter hai To Us Time Kyu Na Hum message Ko Change kar De Yani “ Are Tum To Bada Bebkuf Ho ” Is Jagah Aap Edit Karke Koi Achha bat kah lo Ya Phir Aap Is Whatsapp Message Ko Delete Kar Do,
Aur Dosto Ko Kah Do Maine To Aisa nahi likha hai Kyuki Jub Aap Whatsapp Message Change Kar Doge To To Aapka Dost Confused ho jayega Are Isne To Message to kuchh aur hai maine kya padh liya, Aur Aap Par Gussa hone ka koi wajah hi nahi rahega Uske pass,
- Whatsapp में 1 सेकंड में 100 message कैसे करें ?
- How To Enable Whatsapp Fingerprint Lock in Hindi
- बिना Seen किए Whatsapp Status कैसे देखे ?
गलती से गलत Message चला गया whatsapp पर तो उसे Edit कैसे करे ? Edit Whatsapp Message in Hindi
Step 1
Sabse pahle Aap Hamare Dawara Diye Gaye Download Link Se Ek Android Application Ko Download Kar Le Ya Aap Google Se Bhi Search Karke Download Kar skate hai Google Me Search kare WhatsHack Ya Phir Aap Is Application Ko Yaha Click karke Download Kar Le,
DOWNLOAD NOW WhatsHack
Step 2
Download Hone Ke Bad Insatll Kar Le Uske Bad Usse open kare Ab Aapko Kai Chize aayenge Sabhi Ko Skip Karte Hue Aage Jaye Waha Tak Jana Hai Jaha phone Root Ka Option Na aa jaye Agar Aapka Phone Root hai To Aap Yaha Alowe Kare Agar Aap Phone Root Nahi Hai To usse sabse pahle aap root kar lijiye | Ab Aapne Phone Root Kar Liya,Ab Hum Jante hai, Phone Root Karne Ke Bad Aage Kya Kare
Step 3
- Ab Aapne Sub Kuchh karne bad Us App Ko Open Kar Liya Ab Aap Yaha Dekh Rahe ho Ye Bhi Whatsapp Ki Tarah Hi Dikh raha hai, Two Copy ( Whatsapp ) Jisme Aapko Whatsapp Ki Conversation Dikhai De Raha hai, Ab Aapke Smane Sabhi Conversation Dikhai De Raha hai,.
- Ab Aap Jiske Sath Mazak Yani Change Karna Chahte hai,Uspar Click kare,
Step 4
Jaise Hi Aap click karoge Conversation Open ho jayegi Uske Bad Aap Jis Bhi friends Ke Message Ko Edit Karna Chahte Ho Uspar Click kare,
Note- Yah Sawal Bansi Lal Ne hame Facebook Par puchha tha Mai Bansi Ji Ko Dil Se thanks Kahunga Ki Aapne Itna Achha Sawal Puchha Isi Tarah Aapka Bhi Koi Sawal Ho To Aap Hame puchhe Hum Aapke Name Ke Sath Yaha Published karenge
- Jaise Hi Aap Waha Click karoge Aapke Samne 2 Options Aayenge
( a) Delete
( b ) Modify
Step 5
Agar Aapko Delete Karna Hai To Aap Delete Par Click kar De Yani Option 1 Par Click kare Agar Aapko Whatsapp Message Change Karna hai To Aap Option 2 Par Click kare Yani Modify Par Jaise Hi Aap Modify Par Click karenge,Uske bad Aap Us Whatsapp Message Ko Apne Tarika Se Edit Kar Sakte Ho Jaise Maine Aapko Upar ke Ek Exaple Me Bataya Tha To Ab Aapko Jo karna hai Karo
Bhai asa kuch ho sakta he dono ke phone me message ek jesa ho jaya