Top 5 WordPress Security Plugins की जानकारी

17

WordPress Security Plugins : Aapne abhi tak site Ko protect karne ke Liye kai tips padhe honge jaise strong password rakhe easy username na rakhe site login Details hide kare Admin or easy User name Na Rakhe Etc

aise kitne tarike pata nahi lekin aaj jo Hum Aapko bata rahe iss ek post me hi bahut sare security plugins ke bare aur uski kya jarurat hai aur us plugins ka main kam kya hai hai  lekin hum Aapko other logo ki tarah pahle basic tips de deta hu

wp image 532732876 2

  • Strong Password: :Aap Strong Password rakhe jaise number , latter special character ka use karte hue password creat kare aise wordpress me ye Features hai password dalte hi bata dega aapka password kaise hai
  • WordPress Login URL Hide kare : aapne Dekha hoga aksar Logo ka blog open link aisa hota hai anytechinfo.com/wp-admin aap wp-admin ke jagah apne pasand ka name rakh sakte hai Wp hide plugin use karke ya phir aap direct settings se bhi kar sakte hai
  • Aise bahut sare tarike hai lekin hame ye sabhi ko To dahayn me rakhna hi hai lekin ye sabhi tarike hum khud se karke apne site ko safe rakh sakte hai Aaiye ab hum Aapko technical tarika se site Protect rakhne ka tips dete hai
  • Top 10 Mobile Banking Security/Safety Tips In Hindi
  • Top 5 Blogger Platform Myths in Hindi

 1 . Wordfence Security Plugins Review In Hindi

Yah plugin wordpress user ke liye kafi madadgar hai mai isse jub se site wordpress par move kiya usi time se use kar raha hu  WordPress Security Plugins Wordfence plugin ko best professional wordpress security plugins kah sakte hai yah paid aur free dono version me available hai aise mostly hamare jarurat ke chiz free me mil jati hai,

mai Bhi iska free version Hi use karta hu  isse hum site ko hacking attect se bachane me madad karte hai Aaiye iske Features ko point wise karke samjhate hai ,

  •  Firewall: isse set karke aap apne site ko hacking se bacha sakte hai, isse aap kai rtype ke venurabilty rule set karke apne site ko safe rakh sakte hai isse aapki site ki Plugin,Theme etc ko safe rakhti hai
  • WordPress site scan :  Isse aap apni site ko scan karke dekh sakte hai jaise site me koi error hai to iss sacen se wo pata kar sakte hai scan me aise kai chize ke bare me apace janne ko milegi
  • Wordfence Security Plugins Se ip address blocking: ji ha isse aap live traffic dekhne ke alawa aap ip address ko bhi block kar sakte hai
  • WordPress Site Me 2 step verification enable kar sakte hai  : But yah feature free verson me nahi diya gaya hai Aapko iske liye iska paid version lena padega
  • Limit login and Brute force protection: Login attempt ko limit kar aapki site ko brute force attack se protect kar sakte hain.

2. Bulletproof security plugins review In Hindi 

Agar iss Plugin ki Hum bat kare To iske jayada rating milte hue abhi tak isse  1 lakh se jayada logo ne install kar rakha hai  yah plugin hamare site Bulletproof attect protection deti hai  yah WordPress Security Plugins wordfence ke tarah hi paid aur free dono available hai Aaiye iske feture ke bare me jante hai

  • Database backup: Aapko To pata hi hai hamre site ka database backup kitni jaruri hai aap isse manually backup le sakte hai
  • Login Security: Agar aap apne site par kai contant writer rakhe khas karke mujhe ye feture bahut pasand aai aise to mere sath jitne bhi aadmi kam kiye usne ye sabhi galti nahi ki maine khud dusre IP se try kiya tha  agar koi user aapke site par galat tarike se login karne ki koshis karta hai to Aapko ye Turant email karke suchit karegi
  • Email Alerts: agar aap apni wordpress site me kahi bhi kuchh bhi changes karte hai to yah Plugin Aapko mail karke inform karti hai
  • htaccess file firewall:Agar Koi hacker kisi file par target karta hai to wo htaccess file hi hai yah plugin iss file ko Firewall se protect karti hai
  • Automatic WordPress Dastop Logout kare : Ji yah plugin hame iska option bhi de rahi hai agar aapne apne dashboard me login hai aur koi work nahi kar rahe hai To ye automatic log out kar deti hai
  • Other work: Mai yaha Jo bhi plugin ke feature ke bare me bata raha hu Iska  pura review nahi bata raha hu hum sirf Important part ko hi share kar rahe hai aap plugin use karke dekhe Aapko bahut sare Feature milenge Kyuki agar mai ek hi plugin ke bare me yaha batau to  1 post me bhi nahi so aap Kuchh chhote feature Ko Khud expryment kare
  • SSl Certificate क्या होता है, इसे कैसे खरीदेंगे ? SSL Full Form
  • How To SSL Certificate Setup in Hindi : WordPress

4. iThemes Security plugins review In Hindi 

Yah plugin bhi upar ke plugin ki tarah hi hai To Aaiye iske Feature ko jante hai

  • Auto Strong Password Generate: yah plugin aapki site ki behtar security ke liye strong password generate karti hai
  • WordPress Admin Area Blcok kare : jaise aap apne ghar se kahi jate hai to lock lagakar jate hai isi tarah jub aap kuchh Days ke liye bahar ja rahe hai aap 5 days tak wordpress dashboard login nahi karna hai To aap isme iss plugin se lock laga sakte hai
  • unauthorized activity Email Notification: kahi koi illigle activity ho raha hai to yah plugin Aapko email alert karegi

5 . All-in-one wp security Review In Hindi

Yah plugin bhi bahut jayada famous hai Aapko name se hi pata chal gaya hoga isme kitne feature ho sakte hai  yah ek complete WordPress Security Plugins hai.

Iss plugin ko bhi abhi tak  4 lakh se jayada Logo ne install kiya hai iska Bhi free and paid Dono Version available hai  aide hum iske Feature ke bare me jante hai

  • WordPress User name admin :: agar aapke kisi user ka name admin hai to yah Aapko strong name rakhne ke liye inform karegi
  • Login Attempt Limit :  aap isse apne login area ko ek limit me rakh sakte hai
  • Singal Click Database File Backup : ji ha isse aap singal click me hi apne data base file ka backup le sakte hai
  • Kisi ka Bhi IP Trace :  Aapko Whois ke bare me to pata hi hai isse aap isse kisi ka bhi details dekh sakte hai uska iP name address ETC
  • WordPress Blog Me Right Click Desable kare :  isse Aapko bahut hi jayada fayada hota hai jaise Aapko dar hai kahi mera Contant koi copy na kare to aap isse desble kar sakte hai
  • WordPress Blog comment me Captcha Lagaye :  ji ha aise ye user ko boring lagta hai kyuki ye ek option extra ho jata hai but site owner ko bahut fayada hota hai spam ka Chance hi nahi rahta hai iss plugin se Bot attect ko aasani se stop kar sakte Hai

Hello friends yaha maine Top WordPress Security Plugins ke bare me bataya aur sath me uske usefull feature ke bare me bhi bataya hai Agar Aapko achha lage to isse social media par share jarur kare

17 कॉमेंट्स

  1. Bhai bde businessesman ya kidnapper k pas aisa nu. Hota hai jisse o call krte hai to private nu. Show hota is trick pe post kro n
    Kya private sim bhi hota hai

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.