Block हुए facebook Account Unblock कैसे करे ? How To Unblock Facebook Account in Hindi

175

Temporary Block Facebook Account Unblock Kaise Kare,Block Facebook Account Recover Kaise Kare,Facebook Account Id Unblock Recover Kaise Kare,Facebook Account ID Block Hone Par Recover Kaise Kare,

Hello friends aaj hum Aapko phir facebook trick ki duniya me lekar Chalte hai aapne isse pahle hamari kai facebook trick sikhe hai jaise facebook se releted hamari sabhi post yaha hai jisme aapko facebook ki sari trick mil jayegi 

To friends aaj hum Aapko bata rahe hai temporary ya permanently blocked facebook account unblocked karne ka tarika jo aaj ke jamane me facebook ka temporary block hona aam bat hai ,

Temporary Block Facebook Account Unblock कैसे करे ?

blocked facebook account .jpg

Facebbok account block/Lock kyu hota hai ?

  • Mai aage jo bataunga uska shourtcut mai pahle hi bata deta hu bahut logo ka account lock ho jata hai to wo facebbok wale ko koste hai lekin unhe ye nahi pata hota hai , jo bhi kiya jata hai user ki subidha aur security ke liye
  • Kai log facebopok par bahut jayada link apna site kisi aur site ka link adult photo aise post share karne wale logo ka facebook Account  jaldi band hota hai ,
  • Sabse badi bat aajkal aapne dekha hoga facebook par stylish name ka par-chalan kafi badha hua hai bahut logo ne stylish name facebook par use kar rahe hai unlogo ka facebook account ek bar band ho jaye to recover karna badi muskil ho jata hai  ,
  • Jisse aap nahi jante hai waise logo ko friend request bhejna aur bekar me woman bagairah ke id par message karna aur kisi ko bina wajah facebook par kisi ko tang karna usi me koi aapki report kar deti hai jiske karna kuchh time ke liye aapka facebook account band ho jati hai ,
  • Facebook term & condition ka palan nahi karana,aise dher sari wajah hai jiski wajah se hamari facebook account band ho jati hai ,

1 . Facebook account temporary block ho jaye to Sabse pahle kya kare?

  1. Aap apne facebook account ko 4-5 days tak open nahi kare
  2. Aap apne jo mobile ya computer me facebook use karte hai uski history ki clear cach kar de
  3. Kuchh der bad try kare agar aapka account aapke email ya phone number se verify ho jata hai to aap verify kar le nahi to aage padhe hum kai tricks ko batane wale hai .

2 . Visit Facebook FAQs  to get more answers & help se 

Aap yaha se bhi kuchh help le sakte hai aksar log yaha se khus nahi rahte kyuki yaha sirf  legal tarika bataya jata hai illigle nahi agar mera facebook account sahi rahta to band hi nahi hota ,

3 . Photo aur recent comment veryfication karke facebook account unblocked kare

  1. Facebbok Account unblocked karne ka ye ek famous aur simple tarika hai lekin jaldi ye bhi nahi ho pata kyuki yaha hamare sabhi facebook friend hai na ki hamare family member 5 year bad bhi dekhenge to pahchan lenge yaha Aapko photo dikhaya jayega aur 4-5 name se jis aadmi ka photo ho us name ko select kare isi tarah 2-3 step kare aapne sahi sahi kar diya to aapka facebook account Unblock ho jayega ,
  2. Recent comment wala to very simple hai aapne isse pahle comment me kya-kya likhe aapka yaha 3-4 comment dikhaya jayega, isme se aap apna comment select karke facebook account verify kar le, uske bad aapka facebook account unblock ho jayega |

4 . Document bhejkar temporary locked facebook account ko active kare 

Sabse pahle aap ek koi document taiyar kar le. Jisme aapka facebook name aur date of birth same hona chahiye wo document taiyar kar le uske bad post followe kare

  1. Sabse pahle aap document send karne ke liye yaha click kare
  2. Ab aap apna account login kare jo lock hai agar aap Pahle se login ho to koi bat nahi
  3. Yaha aap apna document select kare phir send kar de

Bus aap ab 24 hr wait kare aapke mail par facebook team ki taraf se ek mail aayegi usme ke link hoga us link par click karke aap apna facebook password change karle phir masti kare

5 . VPN method se blocked facebook account ko sahi kaise kare 
  1. Sabse pahle aap koi bhi vpn app download kar le mai 1 year se hola vpn  ka use kar raha hu agar aap hola vpn ko download karna chahte hai to click kare
  2. Hola vpn android iphone pc sabhi ke liye available hai
  3. Download karne ke bad install kare open karke aap japan ka searver select kare ,
  4. Uske bad aap apna facebook account open kare
  5. Ab aap jaise hi account open karoge apako temporary locked ka notice aayega usse aap continue kar de
  6. Ab aapke yaha dob/mobile number veryfication ke liye bola jayega so aap koshis kare mobile number se hi veryfication kare
  7. Jub aap verification karoge india ke country code +91 select kare kyuyki thode der pahle aapne jaapn select kiya tha  ,
  8. Jub aapka account verify ho jaye to aap new password laga de

To dosto yaha maine kai tarike baatye hai jub bhi kabhi jarurat pade to aap is trick ko followe karke band facebook account ko chalu kar sakte hai,Aapko kaisa laga ye post aap hame comment karke bataiye aur iss post ko social media par share jarur kare dhanybad,

175 कॉमेंट्स

  1. Hum sb kr chuke h pr hmare teeno k teeno disable bta rhe h 1 year k ander 3 id block ho chuki h ek permanent or do temporary ab ap btao hum kya kre…20 bar hum appeal id form me adhar ki jpg copy send kr chuke pr nhi khul rhi ek bhi id ..mene Apni Teeno Id me Akaram Shekh name se bnayi h pr adhar me Mohammad Akaram h….ab ap btao hum kaise reopen kr skte h 28 march 2019 ko phli id block hui thi jo 2006 se continue chal rhi thi isk bad 2nd 20 din k andar or 3rd 4 feb 2020 ko ab ap btao kya kru do me no. Or email id same h or purane account me no.or id dono alg jo permanent block ho gyi h…. please help me…Apk shukr guzar rhenge agr mere account dobara reopen ho jate h to sir… Shukriya

  2. MERA EK ACCOUNT HAI PHONE NUMBER GUM HO GAYA HAI AUR TEMP EMAIL HAI TO MAI PASSWORD BHUL GAYA HU RECOVER KE LIYE OTP COD MAG RAHA HAI TO AAP BATAO KI USHKO KAISE RECOVER KARE EMAIL BHI FAKE HAI

जवाब दे

अपना कोमेंट लिखे
अपना नाम लिखे

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.