Aajkal Aapne Dekha Hoga Paytm Ko Lekar bahut sare sawal aa rahe hai, Iski Security Achhi nahi Hai, Aise Maine Isse Pahle Ye bataya Tha App Bina Koi Application/Software Lock Kaise Lagaye Jisme maine Paytm Ko Secure Karne ki Aur Bhi tips di Thi,
Lekin Sabse Badi Bat hai,Logo Ka Bahut Sare Sawal Ka Jhelna , Mai Yaha par main – Sawalo Me Bare Me Discus kar Raha hu,
- Maine isse Apne Dost ke pass paisa bheja Lekin Uske Account Me nahi Gaya kya kare,
- isse Bheja Gaya Paisa Panding Show Ho raha kyu,
- Maine Paytm Se bank Me paisa bheja Mera Paisa Bhi Cut Gaya Lekin Avi Tak Mere Bank Account Me Nahi Pahucha Hai, Status Bhi panding bata raha hai, Kya Kare
- Mai Jub Bank Account Se Paytm Wallet Me Paisa bhej Raha tha To mere Bank Account Se paisa cut gaya, Lekin Paytm Wallet Me Load nahi hua,
- Mai Paytm balance Nahi Check kar pa Raha hu,
- Paytm Me Kuchh Na Kuchh Paresani Aati Hi Rahti Hai Aisa Koi Tarika Bataye Jisse Mai Paytm Walo Se Contact kar saku,
Aise Dhero Sawal Me se Kisi Bhi Sawal Ko Aap Jhel Chuke Honge Ya Aapke sath Aisa Ho sakta hai Jinke Sath Aaisa hua hai, Aage usse nahi hogi Jinke Sath Nahi Hua Hai Unke Sath Hoga bhi nahi Kyuki Mai Yaha Jo secret Share Karne wala hu Wo Bahut Hi useful Aur Important Jankari hai,
Dosto Kya Aapne Socha hai Hum Direct Paytm Se Contact Kar Sakte Hai, Wo Bhi 7 Tariko se to Aaj Hum aapko yahi batane wale hai,Jisme aapko Hum 7 Tarika paytm Se Contact karne ka Bataunga,
- What is Paytm First in Hindi – पेटियम फ़र्स्ट की जानकारी
- How To Use Paytm Without internet in Hindi – बिना इन्टरनेट Paytm का इस्तेमाल
- How To Apply Paytm Paytm Physical ATM/Debit Card In Hindi
1 . Application के द्वारा Paytm से Contact कैसे करे ?
- Sabse Pahle Aap App Ko Open kare,
- Ab Aap Apne Profile Par Click kare,
- Ab Aap Contact Us Par Click kare, yani Open app>>Profile>>Contact Us
- Ab Aap Yaha Ye Bataye Aap Kis Karan se aap Smapark Karna Chahte hai, Aap Yaha Contact Karne Ke Resigon Chune,
- Agar Aap Koi Order Ke Sil-Sile Ke karan contact kar rahe hai To Order Chune,
- Ab Aap Apne Problem Ko details Me Likhe,
- Uske bad Jaise hi Aapki Problem Write Stop Hoti Hai, Submit par Click kar De,
- Aapke Problem Ka Solution Ka jawab Aapke mail par Aa jayega,
2 . Paytem का E-mail Address क्या है ? Email से Contact कैसे करे ?
Ji Ye bhi Bahut Hi Aasan hai,Isme Aap Apne Problem Ko Sidhe iske office bhej sakte ho email ke madhyam se Aur Ye bahut hi aasan Bhi Hai,Lekin Ek bat Ka Dhyan Rahe Aap Jub Bhi Yaha Se mail Bheje To Aap Apna Mobile Number Jarur De,
3 . Online Paytm से Contact करने का तरीका ?
Ji inhone Online Help Link De rakhi hai,Jisse Aap Bahut Hi Aasani Se Contact Kar Sakte Hai,Ye Rahi Online Help Link,
4 . Support Ticket के माध्यम से से Contact करे |
Agar Aap iss app ko Use kar Rahe hai,Agar aapko Use karne ke Dauran kahi Problem Hoti hai To Iske liye Ye link par Jakar Support Ticket Rage kar Skate hai,
- Yaha Aapko Apne Account Se login karne Ko kaha jayega,
- Uske Bad Aapko Jaha bhi Smasya aa Rahi hai, Usse choose karke Aap Apne Samasya ka Nidan kar Sakte hai,
5 . Call करके Contact करने का तरीका
Ji Aap Is Number Par Call Karke Balance Aur Apne Problem Ko Bhi bata skate hai Aur Ye Sabse aasan hai Aapne Dekha hoga,
Aapne Aise Bahut Sare service me Dekha Hoga Bank Me Jab aapko koi Problem hoti hai To Aap Sidhe Bank customer Care me Call kar skate hai, Ab Maine Aapko Upar Jo Tarika Bataya hu,Usse Aap Bank Se bhi Fast Apne Help Khud call ya sms ya email ya app Se Lekar kar sakte hai, Niche Mai Aapko Number Provide Kar Raha hu,
Help Number India : 9643 979797
- How To open Account in Paytm Payments Bank in Hindi
- Online Working ATM का पता कैसे लगाये ?
- Airtel Payment Bank क्या है और इस्तेमाल कैसे करे ?
How To Contact Paytm in Hindi – कैसे करे पेटीएम से संपर्क
6 . Businessman Paytm Contact : Yadi Aap Apne Dukan ya Koi Business Perpose Se payment lete hai,Is Dauran Agar Aapko Koi Paresani Aati hai,To inhone Business Ke Liye Special number provide Ki hai, Aap Is Number par Call kar Sakte hai, 72109 72109 Is Number Par Call kar sakte hai,
7 . अपने नजदीकी Paytm Office या KYC Centre से Contact करे |
Agar Aap Koi Document Ya kyc Se Releted Ya Aap inke office Jana chahte hai, To Aap Google Map par Jakar Aap apni Najdiki P Care Office Ki Location Jan sakte hai |
sir Paytm ka Jo issue chal raha h kab tak thik hogi?
Kaisa Issue aur kon sa issue
Mujhe kyc done karne ke Liya user id chahiye plise help
Kyc Karwane Ke Liye Sirf Fingerprint Ki Jarurat Padti Hai
Sir Mai ne Paytm se bijli bol JAMA ki the sussesfull bhi ho Gaya par bijli bil officer web par paid nhi hua hai Bata Raha hai kya karu
aap uss bijli bill officier ko paytm paid id dikhaye