Chori se whatsapp status kaise dekhe ? WhatsApp Aap Use To Jarur Karte Honge Kyuki Is Messaging App Se Hamare Friends Or Family Se Jude Rah Sakte Hai, WhatsApp Aaj Kal Naye Naye Features Launch Kar Rahe Hai, Is Me Se Ek Feature WhatsApp Live Status Hai Aap Sabhi Ko Is Ke Bare Me To Pata Hi Hoga ।
Aaj Me Aapko Batane Wala Hu Ki Hum Kaise Kisi Friend Ya Girlfriend Ka Status Kaise Dekhe Bina Seen Kiye, Matlab Kaise Hum Uska Status Dekhe Jis Se Usse Pata Bhi Na Chale Ki HumNe Uska Status Dekha Hai.
Kai Baar Kya Hota Hai Ki Hum Apne Parent Ke Sath WhatsApp Par Jude Hote Hai Jab Wo Whatsapp Status Upload Karte Hai To Hum Dekh Lete Hai Jis Se Hame Kai Problems Aati Hai, Sath Me Hum Agar Kisi Ladki Ke Sath Add Hote Hai To Hum Us Ke Whatsapp Status Dekh Lete Hai To Use Bura Lagta Hai To Aaj Main Aapko Batane Wala Hu Ki Kaise Hum Kisi Ke Status Dekhe Bina Seen Kiye Huye.
Aap Sabhi Ko WhatsApp Ke Is Live Status Feature Ke Bare Me To Pata Hi Hoga Ki Ye Kya Hai Agar Aapko Is Ke Bare Me Pata Nahi Hai To Aapko Aage Me Batauga Ki Ye WhatsApp Live Status Feature Kya Hai Kaise Kaam Karta Hai Or Is Ke Baad Aapko Batauga Ki Kaise Hum,Dusra Ka Status Dekhe Jis Se Unhe Pata Na Chale
- Father’s Day क्यू मनाते है ? Shayari,Status
- Holi Shayari,Status 2020 – 2020 होली शायरी,स्टेटस
- Basant Panchami Shayari,Message,Status 2020
WhatsApp Live Status Kya Hai ? What is Whatsapp Live Status In Hindi ?
Ab Main Aapko Batane Wala Hu Ki WhatsApp Ka Ye Live Status Feature Kya Hai Or Ise Kaise Use Karte Hai Kaise Is Me Video Image Ya Status Upload Kaise Karte Hai Is Ke Bare Me Batauga,
WhatsApp Apne User Ke Liye Thode Samay Baad Naye Features Deta Rahta Hai Ab Kuch Din Pahle Hi WhatsApp Ne Live Status Upload Ka Feature Diya Hai Is Feature Me Hum WhatsApp Par 24 Ghanto Ke Liye Video(Only 30 Seconds) Images Or Koi Whatsapp Status Bhi Uplod Kar Sakte Hai,
Yah Live Status 24 Ghante Ke Baad Automatically Delete Ho Jata Hai Or Ye Hamare Status Hamare Sath WhatsApp Par Jude Sabhi Contact Seen Kar Sakte Hai, Or Live Status Ka Option Hame Hamare WhatsApp Open Karte Hi Samne Deshboard Par Milta Hai.
Upar Maine Aapko Bataya Ki Ye WhatsApp Ka Live Status Feature Kya Hai Or Kaise Use Karte Hai Is Ke Bar Me Bataya Or Yaha Hi Aapko Batane Wala Hu Ki Jo Hamare Friends Koi Status Upload Karte Hai Us Ko Kaise Dekhe Bina Seen Kiye Huye |
Kisi Ka WhatsApp Status Kaise Dekhe Bina Seen Kiye ?
Jaise Hi Hum Kisi Friend Ka Whatsapp Status Seen Karte Hai To Hamare Us Friend Friend Ko Notification Mil Jata Hai Is Se Kaise Bache Ki Hum Us Friend Ka Whatsapp Status Dekhe Bhi Or Us Friend Ko Pta Bhi Na Chale To Aapko Is Bare Me Step By Step Btane Ja Raha Hu Ki Hum Kaise Kisi Friend Ka Whatsapp Status Dekhe Bina Seen Kiye Huye Aap Mere Bataye Gaye Steps Ko Follow Kare Aap Bhi Ye Aasani Se Kar Sakege.
- Sabse Pahle Aap Apna WhatsApp Open Kare.
- WhatsApp Open Karte Hai To Aapko Tin Options Milege.
- Chat,Status,Calls
- Ab Aap Dusre Number Par Status Par Jaye.
- Status Open Karte Hi Aapko Upar Last Me Three Dots Milege Us Par Click Kare.
- Three Dots Par Click Karne Ke Baad Aapko 2 Options Milege 1. v Privacy 2. Settings
- Aap Settings Par Click Kare.
- Settings Par Click Katne Ke Baad Aapko Sabse Upar ACCOUNT Ka Option Milega Aap Us Par Click Kare.
- Ab Aage Aapko Privacy Ka Option Milega Us Par Click Kate Or Ab Aap Sab Se Niche Jaue Jaha Aapko Read Receipts Ke Samne Tik Mark Ka Option Milega Us Ko Aap Band Kar De.
- How To Track Send Email Status in Hindi – कैसे देखे भेजे गए ईमेल का स्टेटस
- What is SMTP in Hindi – SMTP के बारे में पूरी जानकारी
Agar Aapne Mere Upar Bataye Sare Steps Ko Achhe Se Follow Kar Liya Hai To Aap Bhi Kiso Friend Ka Whatsapp Status Bina Seen Kiye Huye Bhi Dekh Sakte Hai.
Last Word: Dosto Aaj Maine Aapko WhatsApp Par Hum Kaise Kisi Ke Whatsapp Status Ki Bina Seen Kiye Huye Kaise Dekhte Is Ke Bare Me Aapko Is Article Me Explain Me Btaya Hai, Is Ke Sath Sath Bataya Ki WhatsApp Ka Live Stute Feature Kya Hai, Agar WhatsApp Status Bina Seen Kiye Huye Kaise Dekhe |
Ye to theek h ji status dekh skte h bina seen kiye prr agar read receipts dubara on krde status dekhne ke baad to fir bhi usko pta chal jayega kya ya status dekhne ke kitne time baad read receipts on krna chahiye
nahi pata chalega |
nice post Ravi sir.
thank you and keep visit
Nice Article Thankyou Very Much sharing this great information. Ravi sir
I read your all article and it is a inspiration for me and other user’s,
you are doing hard work for other users providing great information.
ravi sir again thank you very much for sharing this is such a great information. ❤️❤️❤️
Welcome and keep visit